Search

Website Loading Speed Kaise Badhaye

Website Loading Speed Kaise Badhaye – Website Load Time Ki JankariHello
Bloggers,  Aaj hum janenge Website Loading Speed Kaise Badhaye – Website Load Time Ki Jankari. Website Ki achhi search ranking ke liye website ka speed fast hona jaruri hai. Aur ek bat, agar hume apne website ya blog ko On Page SEO se optimize karana hai to hume apne blog ke page ka loading speed par dyan dena jaruri hai. Blog ka loading speed badh janese hamare website ya blog par jyada visitors ane lag jate hai kyuki slow load hone wale website ya blog par jyada visitors nahi aate hai usaki vajah se us blog ya website ke daily views bahut kam ho jate hai. Views Kam hone ka ek he bada reasons hai ki humara blog ki Speed bahot slow hai. Website ya blog ki speed fast karane ke liye fast loading template use karana chahiye. Website Loading Speed Kaise Badhaye – WebsiteLoad Time Ki Jankari – Hindi Me.
Blog ya website ka speed badhane  ke liye me kuch tis bata raha hu wo tips aap follow kare.Fast Loading TemplateFast Loading blog ke liye template sabse important hota hai. Or ek bat website ya blog ki designing bhi better hona jaruri hai esse humaye blog par jyada traffic ayengi or haumare blog ya website ke daily views bhi bandhenge.   Humari website ya blog ka speed kam ho to humare traffic kum ho jate hai kyoki visitors fast loading website ya blog jyada pasnad karete hai kyoki wo apana time west nahi karana chahate.
Optimize Image SizeBlog ya website ka loading time badhne ke liye image size optimize karana bhut important hai. Hamare image size jitane kum hogi utane humaresite fast se open hogi.Chalo me aapko batahi hu image optimize kaise kare.Image size optimize karne ke liye –*.1 image ko Microsoft Paint (mspaint) me open kare*.2 image ki size optimize karne ke liye resize button par click kare.Image Resize Kare*.3 then ek box open hoga resize and skew.resize and skew kare*.4 usme 2 option rehate hai. Image ki size kum karane ke liye – 1: percentage 2:  pixels*.5 us 2 option me se aapko jo thik lage usase image size ki kum kar sakate hai jaise ki me abhi pixels se aapko image ki size kum karake dekhate hu.Image size pixeks me set karne ke bad ok botton dabaye image ki size set ho jayegi. Niche hume dekhaye dega image ki size.
Advertisment ka use kum kareNew bloggers hamesha ek galati hai jaise ki jyadaearning karane ke chakkar me jyada advertismentuse karate hai unki ye galat soch ki aisa karane se unki earning jyaada ho jayegi.Jyada Advetisment use karane se humara he loss hota jaise ki blog ka loading time slow hojata hai or humare visitors bhi kum hojate hai. Blog ka spesskum hojanese visitors humare site pe rukate hai nahi wo turant close kar dete hai. Kyoki visitors fast loading website jyada pasand karate hai.

Homepage par limited post show kareBlog ka loading speed badhane ke liye homepagepar kitane post hum dekhate hai wo bhi importanthai. Kyoki humari blog ya website ki speed homepage par bhi depend hai. Home page par 5 te 6 post he show kare isase humare blog ya website ka speed fast ho jayega.Homepage par limited post show kareMujhe umeed hai apko ye article accha laga hoga. Apne dosto ke sath aisi jankariya jarur share kare jo blogging me interest rakhte hai. Ye post ko un tak Jarur pahunchaye.

Share this

Related Posts

Previous
Next Post »

Thnx