Search

BUS Ki Ticket Kaise Book Karte Hai , Online Mobikwik Se

Maine Abhi Tak Online Ticket ki laghbhag sabhi Post kar Chuka Hu or Maine Apni
phichli post mai bataya tha Kiflight ticket kaise book karte haiorOnline Room ki booking kaise karte  haiTo Aaj Maine Socha Kyu na mai Aaj Internet technology blog par Bus Ki Ticket Online Booking ke bare mai Aapse Jankari Share karu , kyuki Aaj - kal Internet kiDunia Mai Sab - Kuch Mumkin hai orBus ticket online Ye Bhi Mumkin hai


Kaise Book karte haiWaise To Aapko Online Bus Ticket Booking ke Kafi Saare Online Website Aapko Milenge Jaise Ki  - Redbus.in , BusIndia , MakeMyTrip , Oneindiabus , abhibus , Goibibo Or MobikwikAap Inmai Se Kisi Bhi Ticket Provider Ko Select kar Sacte Ho But Online Bus Ticket Booking Mai Maine Sabse Easy Mobikwik ki Applications ko  Paya , Aap Is Application Ko Play Store Se Download Kar Sacte Ho Or Ispai BusKi Ticket Online Booking Karni Sabse Aasan Hai Or Mai Aapko Proof ke Sath Kah Sacta Hu ye baat .To Chaliye Baate To Bahut Ho Hai OrAab Hum sikhte hai Mobikwik se online bus ticket kaise book karte hai.



Sabse Pahle Aap Mobikwik Application open kijiye . Agar Aapke Pas Nahi Hai To Aap isko play Store se Download kar Sacte hai .Sabse Pahle Aap Mobikwik Application ko open kijiye . Or Niche Ki taraf Booking Par Click Kijiye . Jaise ki Aap image Mai Dekh Sacte hai.
Ab Aapko  Apni City Select karni hai Jaha Se Aap Travel karna Chahte haiOr Phir Us City ka name dale Jaha Take Aapko Travel Karna Hai. or Apni Date Select kar kijiye Jis Date ko Aapko Travel Karna Hai Or " Plan My Travel " Par Click kar Dijiye.Bus Booking.
Select BusAab Aapke Samne Transport Bus List Aa Jaye GI Jismai Bus Ka KirayaOr Timing Aa Jaige Aapko Jo Bus Thik lage Us Bus Ko Select kar Kijiye.

Select Bus InformationIsmai Aapko Bus ki Timing Or Dropping Point Ke Baare Mai Jankarige Gai hogi Or Ismai bataya gaya Hoga ki Aapki Bus Ac Hai ya non Ac hai Or Sleeper Seat ki Bhi jankari De Gai Hogi. Or Pick Seats Par Click kardijiye

ck SeatsIsmail Aapko Bus Ka Map Digaya Gaya Gaya Hoga Jismai Aapko Seats Availability Ke Baare Mai Bataya Gaya Hoga , Or Ab Aapko Jitni Seats Chahiye Utni Seats ka Selection Kare Or Aapki Seats GreenHo Jaye GI Bus Map mai.
Enter Passengers Details.AB Aapko Ismail passengers Ki Jankari Dalni Hai Unka Name Or Unko Aga Aise One by one karke passengers detail Dalni hai . Or Aapna Mobile Number Or Email I'd Jarur Dale Ye Must be Important hai kyuki ticket Book hone ke Baad Receipt Email Par Aayegi or Ticket booking ki jankari Mobile number par Aayegi .


Bus Detail And PayAab Aap Is Bus Detail ko Ek Baar Aache Se Dekh Lijiye becoz ye Final Step Hai Or Ab Aapko Iski Payment Karni Hai. Payment Karne Ke Baad Aapke Email Par Ek Receipt Aaye GI Aap Isko Print Out Karwa le Or Sahi Samay Par Pahuch kar Bus Travel kaMaja Le . Haapy Journey.



To Aisa Karke Hum Online Bus Ticket Book Kar Sacte Hai Apne Mobile Phone Se Or Apko Hamara Ye Post Kaisa laga Aap Humey Comment karke Jarur Bataye Or Is Post Ko Facebook Apne Friends Se Share Karna Na Bhule . Thank You By And Take Care Or Sikhte Rahiye Internet Technology._____________________________

Share this

Related Posts

Previous
Next Post »

Thnx