Search

computer Mai Wampserver Install Kaise Kare

computer Mai Wampserver Install Kaise Kare – Jankari Hindi MeComputer Mai Wampserver Install Kaise Kare – Jankari Hindi MeComputer Mai Wampserver Install Kaise KareHello Bloggers, aaj hum janenge Computer Mai Wampserver Install Kaise Kare. Usse pahle dekhenge ki wampserver actually hota kya hai auriski jarurat kyon hoti hai. Wampserver use kyon karte hai. To chaliye jane sab step by step.Wampserver Kya HaiWampserver ek computer software hai. Wampserver tin program se milkar bana hai apache server, my sql database aur php. Jab hamaisi website banate hai jisme php language ka use hota hai to hame wampserver ki jarurat hoti hai. Wampserver ka use hum wordpress bloggingme bhi karte hai. Jab ham apne computer me wordpress install karte hai tab hame wampserverki jarurat hoti hai.*.Read This : WordPress Ki Jankari – WordPress Kya Hai – Jane Hindi Me.*.Read This : Web Hosting Kise Kahte Hai – WebHosting Ke Types Jankari Hindi Me.Wampserver Kyon use karte haiWampserver ek local server hota hai jo aapke computer me install hote hi apke computer ko localhost me change kar deta hai. Localhost ka matlab aap apne computer ko server ki tarah istemaal kar sakte hai. Dusri bhasha me bataye toagar aap apne computer ko server ki tarah use karna chahte he to apko Wamp jaruri hai.Agar aap PHP ya wordpress jaise content apne system pe chalana chahte he to iske liye Wamp use hota hai. Kyon ki wordpress, zencart, joomla jaise content management system (CMS) PHP language based hote hai. PHP server side language hoti hai, jo only server par hi run hoti hai. Isliye hume localhost ki jarurat hoti hai. Wampserver mai php, Mysql (database) hote hai.Agar apko wordpress ki jankari nahi hai to apko iski jankari ke liye server ki jarurat hogi. Iske liye aap shared hosting lenge. Phir domain lenge tabhi aap ise use kar payenge. Lekin bahot costly hoga. Isliye hum apne computer ko hi server localhost mai change kar dete hai. Iske liye hume wamp ki jarurat hogi. To chaliye jane computer mai wampserver install kai


Computer Mai Wampserver Install Kaise KareSabse pahle apko wampserver software download karna hoga.http://www.wampserver.com/en/download.php

wampserver download kare. Dhyan rakhe ki 32-bit ya 64-bit version apne computer ke anusar hi select kare. Wampserve 38 Mb ki file hogi.2.Ab download karne ke baad aap is file ko run karaye.3.Abe k setup wizard open hoga usme next pe click kare.4.Next step me license agreement aya hoga.Isme I accept the agreement par tick kare fir Next par click kare.5.Ab is step mai apko wamp kis drive me install karna he ye puchenga. Usme pahle se hi “c:\wamp”aise hoga use waise hi rahne de aur next par click kare.6.Ab ‘ready to install’ ka box ayega. Usme agar aap install pe click karenge to wamp install hone lagega.7.Wampserver installing finish hone ke bad apko browser select karne kaha jayega. Yaha par yes par click kare.8.Yadi apke computer me windows firewall on hai to ek windows firewall ka pops up aayega. Usme allow access par click kare.9.Ab smtp wala option khula hoga use jaise ka taisa rahne de aur Next par click kare.10.Ab apka wampserver apke computer mai complete install ho chukka hai. Finish karde.11.Ab aap wamp ke icon pe click karke use Run kar sakte hai.12.Jab aap run kar denge to uske baad red color mai icon aayega uske green ho janepar apka server online ho jayega.Mujhe umeed hai apko ye article accha laga hoga. Apne dosto ke sath aisi jankariya jarur share kare jo blogging me interest rakhte hai. Ye post ko un tak Jarur pahu

Share this

Related Posts

Previous
Next Post »

Thnx