Search

Blogger Menu Bar Ko Edit Kaise Kare Ki Jankari Posted By: Jume deen Khan | Last U

Blog ka look jitna acha hoga. utne jada visiter us blog ko pasand karenge. agar aao aysa sochte hai to aap bilkul sahi hai. visitor blog ki template, theme, look me sabse jada interest lete hai. hum apne blog ko acha look dene ke liye bahut sari template use kar kar ke dekhte hai. magar sirf template change karne bhar se hi aapki site ka look better thodi na ho jayega. aapko usme better menu topic, categories, widget add karne padenge. blog me widget add karna to aapko aata hi hoga. magar apne blog ke menu bar me apni pasand ke topic select karne ke liye aapko blogger ki coding ki knowledge hona jaruri hai. mai is post me aapko “blog me menu bar ki setting karna” sikhane ki koshish karunga. agar aapko samajh na

aaye to comment ke throw puch sakte ho
Blogger Menu Bar Ko Edit Karna Kaise Sikhe?
Blogger ki coding bhasha bahut hi siple hai. bas aapko thoda sa dimag lagane ki jarurat hai. ek bar aap blogger ki coding sikh jate hai to aapko blog me menu bar to kya kuch bhi add/remove/change karna aasan ho jayega. agar aapko blogger ki coding bhasha sikhni hai to mai aapko yaha jo tarika bta raha hu use dhyan se pad kar follow kare. kaise or konsa code kaha add karna hai ko achi tarah samajhe.
Also Read:- Blog Ko Google, Bing, Yaahoo Jaise Search Engines Se Kaise Submit Kare Seo Ke Liye
Blogger Menu Bar Ko Edit Kaise Kare
Man lo aapki template ke menu bar me ye topic hai. blogger ki sabhi templates me ek jaisi hi coding rahti hai. aap thoda dimag lagaoge to samajh jaoge. to ab mai aapko in sabhi topics ko blog menu me set karne ka tarika bta raha hu. aap pahle ise achi tarah samajhe uske bad follow kare.
Men topics
Menu Bar Me Topic Kaise Add Kare?
1. Blog ke Dashboard me jaye or Template >> Edit HTML par click kare.
2. ab aapke blog me jo pahle se menu bar ke topics hai. unme se koi sa bhi topic search kare.
3. Blogger template metopic ki coding kuch is tarah hogi.

hogi.

Blogger

About Us

Sitemap

Blogging

co
4. ab hum isko edit karke apni pasand ke topic set karenge. jaise aapko Blogger ki jagah apni pasand ka topic set karna hai to Blogger ko remove karke uski jagah pasand ka topic likhe. or us topic ke samne ‘# ‘ ki jagah us topic ka url add kare.
Example:- Labe

<a href=' http://www.yourblogurl.com/sear
Humne yaha par Designing topic ke liye Designing label ka url dala hai. ab jab koi is topic par click karega to use aapke blog ki wo post dikhengi jine aapne Designing label add ki huyi hai.
Example:- Pages

<a href=' http://www.yourblogurl.com//p/
aap koi bhi page bana kar uska url ‘# ‘ ki jagah set kare. or About Us ki jagah apne page ka naam likhe.
5. isi tarah aap blog menu bar me apni pasand ke topic set kar sakte ho. edit karne ke bad coding aysi hogi.

<a href=' http://www.yourblogurl.com/sear

<a href=' http://www.yourblogurl.com//p/

<a href=' http://www.yourblogurl.com/sear

<a href=' http://www.yourblogurl.com/sear

<a href=' http://www.yourblogurl.com//p/c
To aasha hai aapko blog menu me topic set karna to aa hi gaya hoga. ab hum blog menu bar me category add karna sikhenge.
Menu Bar Me Category Kya Hoti Hai?
jab menu bar par hum kisi topic par mouse le jate hai to uske niche error menu khulta hai usme kuch or topic show hote hai. ise hi menu bar me category kahte hai. iski madad se hum apni site ke 5-7 menu topic me bahut sare topic set kar sakte hai.

Menu Bar Me Category Topic Kaise Add Kare?
bahut hi aasan hai aapko menu me jaha bhi category Topic add karne hai. waha ye code use kare. aap is coding ko yaad bhi rakh sakte ho. taki afli bar kisi ki madad ki jarurat na pade.

Category

Category 1

Category 2

Category 3

Category 4

Category 5

1. aapko ye code menu bar ke topic ke bich me jaha aap lagana chahe add karna hai . or fir upar btaye anusar isme bhi topic set karne hai. man lo aapko Blogging or contact Us ke bich category option add karna hai to ayse add kare.

Blogger

About Us

Sitemap

Blogging

Category

Category 1

Category 2

Category 3

Category 4

Category 5

contact Us

2. Category ka code aapke blog ki template me pahle se hoga. agar na ho to aap mere btayeis code ko bhi use kar sakte ho.
Note:- Agar aapse menu set karte waqt koi galti hoti hai to save template par click karne par jo error aati hai. usme aapse kaha galti huyi hai ka pata chal jata hai. isliye aap blogger ki coding ko achi tarah follow kare. > , / ” ‘ ka achi tarah dhyan rakhe. kyuki inme se ek bhi code cute hone par template error btata hai.
Also Read:- Apne (Blog) Website Ki Traffic Kaise Badhaye Ki Jankari?
Agar aapko is post se menu bar edit karna samajh na aaye to comment me mujhe btaye. or is post ko share karke meri help jarur kare.
For You
agar aapko Blogger ya Internet se related koi jankari chahiye to aap comment me apni problem post kar sakte hai.

Share this

Related Posts

Previous
Next Post »

Thnx