Search

css code blog per kaise add karen

CSSyani Cascading Style Sheetsek Website ki language hai jo Page design e use hoti hai. Jab koi HTML Page banate hai HTML me to usme design or effect add karne ke liye CSS ka use hota hai. Isko Style Sheet bhi khate haiWebpage ke liye



Sabse jada Languages jo webpage banane me use hoti hai boHTML, JavaScriptor CSS.To Aaj ham is Post me dekhege kaise ham apne Blogger me CSS Code ko Add kar sakte hai, or kase uski madad se apne blog ko design kar sakte hai.CSS ko kaise add kare Blogger meFriends CSS ko add karne ke 3 tarike hai Blogger me, Ham tino tarike dekhege –Tarika 1: CSS Code ko Customise setting me add kare.Ye jo Process hai bo bhut aasan hai or isme galti hone ke chances kam hai. Code ko Add karne ke liye1. Deshboard >> Template >> Customisepar Click kare.CSS Add karne ke liye apne template ke customise section me jaye1.Ab jo Page khulega usmeAdvanced >> Add CSS CSS ka code advanced fir acc css ke baad apna code paste kare or last me save karde1.ab jo Box aayega usme apna CSS Code ko DaalkarSave Changeki button par click kare.Tarika 2: Blogger ke Template me CSS ko Add kareIs tarike me aapko apna template edit karke usme apna code add karna hai. Chaliye jaante kaha or kaise add kare Code ko –1.BloggerDeshboard >> Template >> Edit Templatetemplate edite karne ke liye template ki edit button par click kare1.Editor me kahi bhi Click kare firCtrl+Fki Button dabaye. Ab jo search box aayega usme ]]></b:skin>type karkeEnter
1.Enter karne ke baad aap dekhege ki jaha par template me ye code hai bo highlite ho gaya hai. Ab aapko jo bhi CSS Code hai aap usko ]]></b:skin> ke upardaalkarSave Templatekarde.Tarika 3: HTML/Java Script Widget me CSS add kareIs tarike me aap CSS ko HTML/JavaScript widget me add kar sakte ho.Read:HTML/JavaScript Widget ko kaise add kare1.Deshboard >> Layout >> Add Gadget2.Ab jo Widget ki list hai usme seHTML/JavaScriptselect kare.3.Ab aapko jo CSS Code add karna hai usko is trha add karna hai.html widget me css ko add kare blogger par123<style>CSSKaCodeyahaDale</style>1.Aapka ja code hai uske starting me<style>or last me</style>add karke Save karde. (Note: Agar Phele se koi HTML/JavaScript widget add hai aapke blog me to usko edit karke apna CSS Code uske last me add kare, isse aapke blog me widget ki faltu sankya nahi badegi.)CSS Ka kaha use haiJese ki mene bataya ye hamare blog ke style ke liye use hota hai. Par bhut logo ke dimag me ye sabal aa sakta hai ki konsa code hai jo hame use karna hai or kaha karna hai. Blog meTo Friends Aapko ye jaankari kesi lagi, ummid hai aapko kuch naya sikhne ko jarur mila hoga is post me. Agar aapka koi Sabal hai to comment karke jarur puche. or hamari

Share this

Related Posts

Previous
Next Post »

Thnx