Search

Blogger Blog Mai Google Translate Widget Lagaye

Agar aap Hindi me blogging kar rahe hai aur cahte hai ki English samajhne wala vyakti bhi aapka blog padhe to aap Blogger ke Google Translate Gadget kar istimall kar sakte hai, ye toh aapko apne hindi blog ko dunia ki kisi bhi bhasha me convert karne me help kar sakta hai. Hindustan ki sabhi lockpriye bhashaye jaise ki Punjabi, Gujrati, Etc me bhi aap apne blog ko translate kar sakte hai.
Translate karne se aapke blog par dunia ke aur bhi jada readers bhadege. Google translate system perfect too  nahi hai sabse behtar to hai ki aap khud ki Hindi to English translate karke blog likhe. Lekin kuch na hone se ko kuch hona acha hai.
Is chote se article me mai aapko apne blogger blog mai translate gadget lagana sikhauga.
Google translate blogger mai kaise lagaye:
Step 1: Sabse pehle hum apne Blogger blog mai login karege. Phir hum layout > Add new gadget par click karege.

Step 2: Ab gadget list me se hum Google translate gadget select karege aur uske aage Add par click karege.
Step 3: Ab hum apne Translate widget ki settings karege
1. Title: Translate widget ka title likhe
2. Style: Kaisa style cahte hai vo select kare
3. Preview: Ye 2. me select kiye hue style ka preview hai
4. Save par click kare
Agar aapne ye sabhi step kare hai to aapke blogger blog me ab translate widget lag chuka hoga.


Translate widget use karne ke liye “ Select Language” par click kare aur apni pasand ki bhasha select kare (hume english select ki hai)
Before and after esa kuch dikhega
Agar aapko is article m

Agar aapko is article me kuch problem ayi to neeche comment kare. Aur agar pasand aaya to hamare Facebook page ko like kare.
Thank you

Share this

Related Posts

Previous
Next Post »

Thnx