Search

Google Custom Search Engine Blog Me Kaise Add Kare

Hello bloggers kya aap jante hai ki aap apni site par search box add kar ke bhi paise kama sakte hai. ji ha adsense hume search engine se bhi paise kamane ki services deta hai. search engine code ko blog me add karne ke bad jab koius search box se kuch bhi search karta hai to search result me add show hote hai. jab koi in ads par click karega to aapki income hogi. to chaliye ab jante hai ki custom search engine kaise banate hai.
log me search engine kyu add kare?agar aap adsense user hai or apni site par adsense ke ads use karke income karte hai to aap search box add kar ke bhi paise kama sakte
.aapke visitors ko apne pasand ke topic tak jane me aasani hogi.2.jab koi google search engine me search karega to aapki kamayi bhi hogi.3.apni site par search engine se paise kamane ke liye4.search result me jo ads show hote hai. un par koi visit karta hai to aapki income hoti hai.Google Custom Search Engine Kaise Banaye?google adsense ka search banane ke liye aap ye step follow kare. agar koi problem ho to comment me btaye.yaha per aaye
sabse pehle 
1. apni site ka url likhe.2. agar aap chahe to yaha par apne dusre blog;s ka url bhi add kar sakte hai.3. apni language select kare.4. apne search engine ko koi bhi ek naam de.5. ab Create par click kare.

ab ek new windows khulegi.1. Control Panel par click kare.
Step 31. Look and feel par click kare.2. apne search engine ke liye koi ek themes select kare.3. Sace and Get code par click kare.
Step 4is code ko ctrl+c key button daba kar copy kar le
custom Search Engine Blog Me Kaise AddKare?1.firstwww.blogger.compar ja kar log in kare.2.Blog ke dashboard me jaye or layout par click kare.3.ab jaha bhi  aapko search box dikhana hai waha add widget par click kare

4. add/ javascreep par click karke ye code paste kare.
ab aapke blog par google search engine add ho chuka hai. aap chahe to ise aap customize bhi kar sakte ho.Agar aapko google search engine ke bare me kuch puchna ho to comment kare

Share this

Related Posts

Previous
Next Post »

Thnx