Search

Robot.txt File Blog Me Kaise Add Karte Hai

aaj mai aapko btane ja raha hu ki blog me robot.txt code kaise use karte hai. aapne
pahle bhi ise try to kiya hoga but error aata hoga. to chaliye aaj hum ise sahi add karna sikhenge. agar aap chahate hai. ki aapki blogging ke sath sath aapki gopiniyta bhi bani rahe to robot.txt add karna behtar hai.


Robot.txt Kya Hai?robot.txt ek txt file hai. blogger ne ise blog me isliye add kiya hai. taki hum iski madad se kuch private bate google jaise search engines se chipa sake. ye blog ki har post har page me hota hai. aap chahe jise google, bing, yahoo jaise search engines se chipa sakte hai.

Robot.txt Kaise Kaam Karta Hai?man lo robot.txt aapki site ka bodyguard hai. ab jab bhi koi visitors humari site se related koi topic kisi search engine par search karta hai to search engine humari site par aata hai. to aapki site ka bodyguard yani robot.txt use btatat hai ki use is site par kya kya dikhana allow hai. to dosto is taraha robot.txt file humari sites ki privacy ki secuerity karta hai.click

1. User-agent: Mediapartners-Googleyeh ek google adsaense robot hai. agar aap apneblog me adsense ke code use karte ho to aap isko use kar ke search engine se apne code chipa sakte ho. agar aap adsense use nahi karte to aapke liye ye koi jaruri nahi hai.2. User-agent:yeh aapki site ke sabhi visitors ke liye hai. unhe aapki site me kya kya dekhna chahiye or kya nahi. to ise dishallow hi rahne de taki humare blog ki secuerity bani rahe.3.Disallow: /searchyeh code aapki sites ke keyboards ke liye hai. isehume apni sites ke liye not allow karna chahiye taki search engine ise na dikha sake. aap chahe to aap yaha apni site ke kisi page, post, keyboardka url yaha dal ke sdishallow kar sakte hai. jaise
4.Allow:yaha par aap search engine ko kya kya show karna hai. wo set kar sakte hai. agar aap ise sabhi par allow rahne de to hi theek rahega.5. Sitemap:ye sabse important hai. sitemap search engines ko humari sites ki new post ki jankari deta hai. use kab kya search karna hai. konsi post me kitne url hai. konsi sabse populer hai. or bhi bahut kaam hai sitemap ke. dosto blog me robot.txt file add karne se pahle aapko apne blogke liye sitemap banana hoga. aap yaha par click kar ke pahle apne blog ke liye sitemap bana le


User-agent: Mediapartners-GoogleDisallow:User-agent:Disallow: /searchAllow: /Sitemap: http:// gyanmehack.blogspot.in /sitemap.xml

s code ko copy kar le, copy karne se pahle isme gyanmehack.blogspot.in ki jagah apni site ka url fill karde
Robot.txt File Ko Blog Me Kaise Add Kare?Step 1:1. sabse pahle aapwww.blogger.compar jaye.

1.Blog ki settings me jaye.2.Search preferencespar click kare.3.ab Custom Robots.txt ke samne edit par click kare.Step 2:



.Yes par tick kare.2.Yaha upar diya code paste kare.3.Save changes par click kare.ab aapke blog me robots.txt file add ho chuki hai. aap koi bhi search engines jo aapka robots.txt file allow karega wohi dikhayega.

Share this

Related Posts

Previous
Next Post »

Thnx