Search

Corrupted Memory Ko Kaise Format Karehii

Corrupted Memory Ko Kaise Format Karehii dosto mai aaj aapko ek bahut badhiya
bat batane wala huaaj ke jamane me log jub memory format nahi hota hai to wosamjhte hai ki memory kharab ho gaya hai use thik karne ka ek upay haiuse hum computer se format kar sakte hai command ke dawaracorrupted ya kharab memori ko kaise formet karematlab kharab memory ko kaise thik kare ya format kareimportant notice aap sirf wo hi memory format kare jo farmat mange aur format naho raha ho use command dwara format karte haiwo kharab memory ko le usb me dall kar computer me plugin kareab aap usko hame command ke dawara format karna kyoki simply us memory format marne se nahi hota hai tab command se format mara jata hairun command se format dhyan purwark marna hai bahut aasan hai step
1.run command ko open kare window+r press karke usme cmdtype karke enter press karestep

1. uske bad usme diskpart type karke enter press kareab ek naya page khule ga usme aapko space deke list disk type karke enter press kareab aapke samne aisa hi image dikhe ga

ab aap yaha dekh sakte 0 wale par mera hard disk hai aur1 wale par mera currepted memory ab aapkoye type karna hai ab yaha se harek code ko dalne se pehle aapko space dalke code ko dale jaise( select disk 1) ye type karke enter press kareuske bad ( clean) type karke enter press kareuske bad aapko ye type karna hai( create partition primary) uske bad enter press kareuske bad ( active) type karke enter press kareuske bad ye type kare( select partition 1) uske bad enter press kare uske bad ye type kare( format fs= fat 32) uske bad enter press kareto ab format hone lagega to aisa hi photo ayega jaisa niche hai

uske bad aap dekh sakte ho ki 0% se format hona suru ho chukka haiab format hone ke 30 minute tak intjar karejab 100% format ho jaye to aap isko close karde ab aapka memory format ho chukka haiha aur ek jaruri bat jaha jaha maine code me space diya hai waise waise aapko bhi space dena hai jaise maine ye code diya hai( format) iske pehle aap dekh sakte hai ki f ke pehle maine spacediya hai waise hi aapko dhyan purwak code ko apne computer ke comman me dalna hai tab hi code work karegaagar aapko ye trick atcha laga to hame like aur subscribe karna na bhuleaur bhi computer se related tricks janne keliye yaha click karecomputer tricks

Share this

Related Posts

Previous
Next Post »

Thnx