Search

Bounce Rate Kya Hai Iska Kya Matlab Hota Hai Ise Kam Kaise Kare

Agar aapki koi website ya blog hai to aapko website ranking, alexa rank, pagge rank, daily pageviews or blog SEO ke bare me thodi bahut jankari jarur hogi. Aap apne blog or other blog ki ranking check bhi karte hoge. So aapne alexa parBounce Ratebhi dekhi hogi. Aaj hum isi ke bare me bat karne wale hai ki bounce rate kya hai or website blog me bounce rate kyo or kaise important hai, Ise kam kaise kare.

Internet ek samundar ki tarah hai or is par hume daily 1000ro anjan people milte hai or hum unki website or blog par visit karte hai. But 1000ro mese 10-20 person hi ayse hote hai jinki site par ja kar hum unke fan ban jate hai. Agar hume kisi ki site pasand aaye to hum us site owner ko site  subscribe karne ke sath social media par bhi follow karna chahate hai. Yani hum kisi site ko kitna pasand karte hai or kitna time site par ruktehai Bas isi ko bounce rate kate hai

ounce Rate Kya Hai?Bounce rate single-page sessions ka percentagehota hai ki koi visiter jab aapki site par aata hai to wo aapki site par kitne time tak thahrta hai or kitne pages ko open kar read karta hai. Bounce rate isi ki average ka percentage hoti hai. Examples, visitors aapki site par aa kar kitne page padhte hai or ek page par se kitne page parvisit karte hai. Iske aadhar par bounce rate ki percentage show hoti hai.

Website Me Bounce ka Kya Matlab Hota HaiAgar aapki site par bounce rate bahut jyada hai to iska matlab hai ki visitors aapki site me jyada interested nahi hai. My means aapki site reader ko jyada pasand nahi hai. Website ki jitni kam bounce rate hogi utni hi achi hai. Isliye aapko pata karna chahiye ki aakhir kis wajah se aapki site ki bounse rate jyada hai or aapke visitors aapki site ke ek page ko padne ke bad dusre page par visit kyu nahi karte hai. Iska pata karke aap apni site ki bounce rate me sudhar kar sakte ho.High Bounce Rate ReasonsWebsite ki high bounce rate ke kuch karan hote hai. Jinki wajah se visitors aapki site par ek pagese dusre page par visit nahi karte hai. Jinme se kuch ke bare me mai aapko yaha bta raha hu.1.Single page site:Website par Single page honeka matlab hai ki aap apni site ki post me dusri post ka link add nahi karte ho. Ayse me visitors dusre page par visit karega. Iski sambhavna bahut kam ho jati hai.2.Incorrect implementation:Incorrect implementation ka matlab hota hai galat kaam karna yani aap apne blog par galat jankari share kar rahe ho jinhe visitors ek par dekhte hi lwave kar jate hai. Yaha galat kaam ka matlab us jankari se hai jo pahle se internet par ho ya kisi or site par se churayi gayi ho.3.Site design:High bounce rate ka ek karan blog design bhi ho sakta hai kyuki reader kisi bhi site par visit karne par sabse pahle site ke design ko dekhta hai or agar use site design pasand nahi aata hai to wo turant aapki site band kar deta hai.4.Site speed:Koi bhi slow open hone wali site kopasand nahi karta hai. Man lijiye koi visitor aapki site ki koi post padh raha hai or post padhne ke bad wo jaise hi aapki dusri post par jana cahahta hai to site ke jaldi open na hone par wo site ko leave kar sakta hai.5.User behavior:Blog ki high bounce rate ki sabse badi wajah hota hai User behavior, Yani log aapko or aapke talent ko kitna pasand karte hai. Agar visitors ko aapka talent pasand aayega to wo jarur aapki dusri post bhi padhnapasand karega. Isliye User behavior bounce rate increase karne ke me sabse jyada important hai.6.Low Quality content:Site par aysa content hona jisme user ko unki jarurat ki information na mil rahi ho.Bounce Rate Kaise Pata Kare or Ye Kitni Honi ChahiyeAap alexa.com par apni site ki bounce rate check kar sakte ho but whaha last 3 month ki ranking report show hoti hai so agar aap daily ki bounce rate check karna chahe to aap google analytics par bounce rate pata kar sakte hai ki kis country ke log apaki site ko kitna like karte hai or aapke content ko kitne time tak read karte hai. Iske bare me maineGoogle Analytics Performance Reports Check Karne Ki 7 Tipspuri jankar di huyi hai.Google analytics par blog ki bounce rate track karne ke liye aap google analytics par jaye or reporting par click karke apni site >> all traffic par click kare.Bounce rate 25% to 35% ke bich honi chaiye. Agar aapki website ki bounce rate 25% se bhi kam hai to samajhiye aap kismat wale hai or reader aapki site ko bahut pasand karte hai or agar bounce rate 30-35 percent hai to aap ise kam karne ki koshish kare.Note:Agar aapki site ki bounce rate 50% se jyadahai to is par work shuru kar dena chahiye ki bounce rate kaise kam kare. Kyuki iska matlab hai ki visitors kinhi karno se aapki site ko bahut kam pasand kar rahe hai.Website Ki Bounce Rate Kam Kaise Kare?Website ki bounce rate kam karne ke liye aap ye tips follow kare.1.Design: Badiya design choose kare jo fast loading or mobile responsive ho.2.Content Quality: Quality content likhe jise user pura padhe or unhe achi jankari mile.3.Use eye catching images: post me aysi image use kare jise user dkehte hi aapki post padhna chahe.4.Fast loading time: Aapki website 4 second se kam time me open honi chahiye. Teji se khulnewali site ko visitor jyada like karte hai.5.Internal Links: Blog post me dusri related post ka link add kare jisse use aapki ek post se dusri post par visit kar sake.6.Powerful Sidebar widgets: Blog ke sidebar me jaruri widgets add kare. jaise recent post, popular post, social follow button etc.7.Write long length articles: Kisi bhi topic par uske bare me uri jankari de taki visitors ko full information mil sake iske liye aapki post me kam se kam 1000 to 2000 words hone chahiye.8.Effective Post Title: Post ka topic humesha aysa choose kare jise dkehte hi user padna pasand kare.9.Use Commenting System: Blog par comments system enable kare or apne readers ke sath jude unki problem solve kare.Finally, mai apase yahi kahunga ki original quality content likhna sabse better way apni site ki ranking improve karne ki kyuki agar aap behtarjankari share karoge to log aapko khud be khud pasand kare

Share this

Related Posts

Previous
Next Post »

Thnx