Search

Android Phone Me Lollipop Ya Marshmallow Kaise Install Kare

Android Phone Me Lollipop Ya Marshmallow Kaise Install KareAgar Aapke Phone ka version Purana Ho gaya Aur Aap use Update karna Chahte hai to Aaj main Aapko bataunga ki kaise Aap Apne mobile phone ka Android version update kar sakte hai vo bhi bina official update ke , lekin iske liye Aapka Phone Rooted Hona Chahiye Aur Usme Custom recovery ka option Hona Chahiye .aur aapkephone hang na Hota ho nahi to aapke phoneme Lollipop ya marshmallow Update nahi hoga Aur Aapka Phone Dead bhi ho sakta hai .Agar Aapka Phone Rooted hai Aur Isme Custom recovery ka option enabled hai to aap aapne mobile me lollipop aur marshmallow install kar sakte hai , Agar aapka Mobile Rooted nahi aur custom recovery ka option nahi hai to yana se dekhe (Android Mobile Me Custom Recovery Kaise Install Kare)Android Phone Me Lollipop Ya Marshmallow Kaise Install KareAgar Aapne custom recovery install karne ke baad Aapko 2 File Download karni hogi Jis se ki Aap apne Android Version ko Upgrade kar sakte hai .*.Cyanogenmod*.GappsCyanogenmod file Jo hai Vo Apko Apne Phone ko Kitna Upgrade karna hai uske hisab Se Download karni hai .*.Cyanogenmod 13 Marshmallow*.Cyanogenmod 12 Lollipop*.Cyanogenmod 11 KitkatJis Version me Aapko Mobile upgrade karna hai usi Ka Step download kare ise Download karne ke Liye Aapko Google me Search karna padega.“cm 13 for Samsung galaxy mega 5.8“Aur Gapps ki File Apko Lollipop ya marshmellow ke hisab Se Download karni padegi . CM13 Ki File Aapko Zip me Download karni hai Aur Se lagbhag 200 Se 300 MB tak ki File Hogi . Jab Aapke Pass Dono File Download Ho jaye to in dono file ko Apne Mobile ke SD card me Dale Aur Install ke Liye aapko recovery mode me janapadega to aap pahle apne mobile Ko Power Off karde .Android Phone ko Marshmallow Update Kaise kareAb Aapko apne Mobile Ke Recovery mode me jane ke Liye Phone ko ye 3 Button Ek Sath Daba kar uske Recovery mode me ja Sakte hai .Volume up + Power Button + Home KeyAgar Aapke Mobile me ye Key Kaam nahi Karti To Google me Search karke Pata Kare Ki Aapke Mobile me Recovery mode ke Liye Kon Si Key Dabani padegi .Jaise Hi Aapka Mobile start Hoga Aapke Samne Custom recovery ke Option Aayenge.Sabse Pahle Aap Apni Stock Recovery ka backup le Le , backup par Click kare Phir Storage Select kare Aur SD Card Select Karde .Aur phir Swipe to backup ko swipe kar dijiye.Backup banne me thoda time lag saka hai ye aapke mobile ki application par nirbhar karta hai ki kitna bada backup banega.Backup Complete hote hi aapko Home ke option par click karna hai aur Aap vapis usi screen par aa jaoge janha se aapne backup ka option Select kiya Tha.Ab Install ke Option par Click karke Aapko VO “CM 13” Ki File jo thi use Select kare Aur“Swipe to Conform Flash” ko Select karke Swipe karde.

Agar Aapke Mobile Me Agar Koi Dikkat HogiTo Uske responsible Aap Khud Honge is Doran Aapka mobile Dead Bhi Ho Sakta Hai.Jab Successfully Installed Ho jaye to vapishHome page par Aayie Aur Install par Click karke Gapps ko Select karke Install karna hai. Jab ye Bhi Successfully install ho jaye to Sysem Reboot par CLick karke Use Reboot kijiye Is me Thoda Time lagega kyunki Aapne naya Android Install kiya hai to Setup hone me Time Lag sakta hai .jaise Hi Aapka Setup complete Ho jayega Aapko Normal Kuch Option ko apne hisab Se setup karna padega Jo ki naye mobile me karne padete hai  Aur Aapka Mobile ka Android Ab update Ho Chuka Hai .Read More :-

Share this

Related Posts

Previous
Next Post »

1 Comments:

Comments
8 June 2020 at 18:46 delete


If you ever want to change or up your university grades contact cybergolden hacker he'll get it done and show a proof of work done before payment. He's efficient, reliable and affordable. He can also perform all sorts of hacks including text, whatsapp, password decrypt,hack any mobile phone, Escape Bancruptcy, Delete Criminal Records and the rest

Email: cybergoldenhacker at gmail dot com


Reply
avatar

Thnx