Search

custom recovery install flashify 2016

Aaj main Batunga Ki Kaise Aap Custom recovery Install kar sakte hai , EK hota hai Stock Recovery jo ki hamare mobile ke sath me Hi Aati hai . Lekin Us se aap Jyada kaam nahi kar sakte hai Lekin Custom recovery se aap Apne Mobile me android version ko Update kar sakte ho . Agar aap chahte ho ki aapke mobile ka Android update ho jaye , Kitkat se lollipop ban jaye ya Lollipop ka marshmallow ban jaye ,Uske liye Aapko Custom Recovery banani Padegi .
Custom recovery sirf Rooted mobile me Hi bana Sakte hai , Agar aapko nahi Pata ki Mobile root kaise karte hai to yanha par denkhe (Android Phone Ko Root Kaise Kare ). Rooting complete hone ke baad Root checker se aap check kare ki aapka mobile rooted hai . Ab aap custem recovery kar sakte hai to chaliye shuru karte hai .
Best 5 Android Launcher 2016
Android Mobile Me Custem Recovery Kaise Install Kare
Custom recovery banane ke liye aapko android store se ek app install karni padegi .TO sabse pahle Google play store par jaye Aur ” Flashify” Download And install kare
Ab App ko Open kare Aur term And condition “ Agree ” kare Phir root k Allow kare.
Phir Backup ki Tab par Click kare , Aur backup current kernel Aur recovery Dono ka Backup karle

Location Select kare aur Backup save kare .
Ab Vapis Flash Tab par jaye .Aur Recovery image par click kare
Ab Aapke Samne 3 option Aayenge Jo pahle 2 option hai Un me se “ Download TWRP ” Par Click kare
Ab Sabse latest Version Jo Sabse Upar hoga Us par CLick karke Download kare .
Ab ise Install karne Ke Liye “ yup ” Par CLick karke install kare
Aur Ab Ise Reboot now par click karke mobile ko restart kare.


Ab Aapke samne Welcom Screen aayegi vanha par aap never Show This Screen during boot par click kar ,nahi to aab jab bhi phone ko restart karenge to ye screen aapke samne aayegi .Ab next screen par aapko bahut sare option milegi to ki custemrecovery ke bare me honge . ab aapRebootpar click kare aurPower offkarde . Aur apkeMobile Me custem recovery Install Ho gaya hoga.Aage wali post me aapko bataunga ki kaise Aap apne mobile lollipop aur marshmellow android update kar sakte hai ya install kar sakte hai .

Share this

Related Posts

Previous
Next Post »

Thnx