Search

create a contact us page

Friends Contact Us Page ek aisa jariya hai jiski madat se koi bhi visitors website admin se direct contact kar sakta hai. Apne har ek Website(Blog) pe Contact Us Page to dekha hi hoga. Ye kisi bhi Website(Blog) ke liye kabhi important hota hai. Aur sabse important baat ki Adsense Approval karvane me bhi Contact Us page ka hona bahut jaruri hai. Isliye aaj me apko Contact Us Page banana sikhaunga. Contact Us Page me kya – foxyformkya hota hai ye to aap jante hi honge. Fir bhi me bata du Contact Us Page me ek form diya hua hota jise fill kar ke jaise hi koi submit karta hai to ye sari chije Website admin ke personal mail pe chali jati hai. Isliye to Contact Us sabse achha jariya hai Website Owner se direct Contact karne ka.

Contact Us Page Kaise Banaye :
#Step 1 : Sabse pahle
foxyform ke site pe jaiye.
#Step 2 : Ab Contact Us me kya – kya rakhna hai jaise ki Name, Subject, Email etc.
Settings me se tick kariye.
» Also Read → Website(Blog) Ke Liye About Us Page Kaise Banaye
#Step 3 : Ab Advanced Setting me
Backgroud Color, Font Color aur Font Size kya rakhna hai ye Set kariye.
#Step 4 : Target Email Address me vo mail daliye jisme aap Contact Us recieve karna chahte hai.
#Step 5 : Ab Captcha me diye image ko sahi – sahi tick kare ke Create Folmular par click kare.
» Must Read → Website Ki Speed Kya Hai Kaise Check Kare
#Step 6 : Ab apko ek HTML code milega jise apko Copy kar ke Blogger me New Page me Paste karke Publish karna hai. Publish karte hi apka Contact Us Ready ho jayega.


Friends apko ye jankari kaisi lagi hume Comments kar ke jarur bataye. aur is Post ko Share bhi jarur kare…Thank You !

Share this

Related Posts

Previous
Next Post »

Thnx