Search

Showing posts with label blogger. Show all posts
Showing posts with label blogger. Show all posts

Hostgator Loot Offer: Get First Month's Web Hosting Plan for Re1 Only.

Hostgator Loot Offer: Get First Month's Web Hosting Plan for Re1 Only.more optionsHostgator Loot Offer – Hello Friends, Hostgator offer Get Hosting At Rs.1, bluehost, godaddy is the best hosting company in india now hostgator has come upwith hosting offer at rs.1 Only so friends loot this offer . Follow the simple step and get hosting at Rs1 only.

.Unlimited Disk Space*.Unlimited Bandwidth*.1-Click Script Installs*.99.9% Uptime Guarantee*.45 Day Money Back Guarantee*.24/7/365 Technical Support
first open pageHostgator

How To Avail This Offer:-1. First Of Visit Hostgator Offer Page click here2 .Now Tap OnGet Started3. If You Have A Domain Name Then ClickYesIf Not Then ClickNo4. Finally, Apply Coupon :- 1RUPEE6. Pay Rs.1 Amount...Thanks For Visit...
Blogger Featured Post Gadget Add kare

Blogger Featured Post Gadget Add kare

HelloBlogger, agar aapka blog Blogger.com par hai to aapke liye ek khus khavri hai, Featured Post Gadget bhi add kar sakte hai ab blog me, jiski madad se aap apni pasand ki post home page par dikha sakte hai.Kya Hai Featured Post?Featured Post blogger ka ek gadget hai, iski madad se ham apne blog ki kidi bhi post ko sidebar me dikha sakte hai.Widget kuch is prakar ka hai –1.Post ka Titledikhta hai.2.Post ka ChotaDiscription.3.Post ki PheliImage.or Blog me kuch is prakar ka dikhega –Kya Faida hai Featured Post Use karne ka.ye to aap jante hi hopge ki regualr post karna kitna jaruri hai, har blog ke liye.. Par bhut bar hota hai ham koi achi post publish karte hai, or uske baad kuch or post karte hai.. to hota ye hai ki jo hamari achi post hai jisko hamare readers ko padna chaiye wo niche chali jati hai or wo usko pad nahi pade..Featured Post widget ki madad se ham hamari badiya post ko add karke side bar me dikha sakte hai, isse hamare visitor tak hamari important post phuch jati hai.Also Add: Blogger Popular Post WidgetKaise Add kare Featured Post WidgetWidget ko add karna bhut hi aasan hai, simple aap meri steps ko follow kare.


.Step 1:Sabse phele apneBloggeraccount me login kare fir apne blog kedeshboardme jaye.Step


2:Blog kelayoutme jaye firAdd a Gadgetpar click kare.Step


3:Ab Gadget me seFeatured Postselect kare.Ste

4:Ab jo Page khulega usme hame Widgetki setting karni hai.


1.Widget TitleDale.
 jo abhi Featured Post hai.. aap chahe ho isko change kar saktehai ya fir khali bhi rakh sakte hai.
2.Jo Widget hai usmePost Titledikhana hai to Tik kare.
3.Widget me Post kiImagedikhani hai to Tik kare,
4.Apni Blog ki kisPostko Widget me add karna chate hai select kare.
5.AB Widget kesa dikh raha hai wo aapPreviewme dekh sakte hai
.6.Sab setting karne ke baadSavepar click kare.Is trha aap aasani se Featured Post Widget ko apne blog me add kar sakte hai, or apni pasand ki post apne visitor ko dikha sakte hai.Ye Kuch or Widget jo aapke Blog me hona chahiye aur ho gya

discuss box blog per Kaise Lagaye

Commenting blog ka ek bohot zaroori hissa hai, isse hume apne reader ke baare me jaane ka moka milta hai. Agar aapke blog par comments nahi aa rahe to iska matlab ye hai ki aapki website ya to jada traffic nahi aa raha ya apne article logo ko jada pasand nahi aa rahe. Ek aur bhi vajhe ho sakti hai, ki shayad aapke blog ka commenting system accha nahi hai.
Mujhe sabse badhiya commenting system Disqus ka lagta hai, aur is article me hum jaanege ki kis tarha hum apni website par Disqus commenting system laga sakte hai. Leking pehle hum jaan le ki Disqus commenting ka fayada kya hai.
Disqus Comment System ki fayade
Social login: Social login ka matlab hai ki is commenting system me koi bhi vyakti apne social media (Facebook, twitter, Google) account se login hokar behad aasaani se comment kar sakta hai.
Bhadia Design: Is commenting system ka design bohot bahdia hai, ye desing mobile aur computer dono par acha lagta hai.
Comment Vote: Isme log comment ko vote bhi kar sakte hai, jisse hi hume pata chal jayega ki sabse bhadia comment konsa hai.
Edit visitor comment: Disqus hume logo ke comments ko edit bhi karne deta hai. Agar visitor comment me faltu ka kuch daalta hai to hum use hata sakte hai.
Spam Detection: Spam wo comment hote hai jo aapki website par link post karte hai, aur apne fayade ke liye aapki website par comment karte hai. Aise comments aapki website ki quality ghata sakte hai, Disqus apne aap hi spam comments ko detect kar sakta hai.
Disqus par id banaye
Disqus ko apne Blogger blog me lagane ke liye sabse pehle hamare pass disqus ki ID honi cahiye. To chaliye is steps me hum id banana seekhte hai.
Step 1: https://disqus.com/profile/signup/ https://disqus.com/profile/signup/ 

par jaye aur apni jaankari daale. Aur sign up par
Step 2: Apni Email id par jakar apne account ko verify kare

Ab aapka disqus account ban chuka hai. Aage hum jaanege ki apne blogger blog ko disqus se kaise jode.
Disuqs comments ko apne blog me kaise lagaye?
Bohot aasaan hai.
Step 1: Apni diqus id me login kare aur top right corner dropdown se apni “Add Disqus to Site” par click kare.


Step 2: Disqus aapki website par comment system lagane ke liye Engage service deta hai. “Start Using Engage” par click kare.
Step 3: Abe blog ki jaankaari bhare, aur “Finish registration” par click kare


Step 4: Agle page pe “Blogger” par click kare

Step 5: Add button par click kare.


Step 6: Agle page par disqus aapko blogger ki website par bhegega, is website mai login karke “Add Widget” par click kare.

Aapki website me ab Disqus commenting system lag chuka hai. Agar aapke blog me poorane comments hai, aur aap unko bhi disqus mai dikhana cahte hai to aag padhte rahiye.
Step 7: Poorane comments copy karne ke liye aap wapas disqus ki website par jaye, aur waha se “Tools > Import” par click kare. Iske baad aapke Disqus Google id se login karne ko kahega, aap step follow karte rahiye.

Ab aapki website mai commenting system lag chuka hai jo ki kuch aisa dikhta hai.


Aap dekh sakte hai ki commenting system kitna bhadia lag raha hai. Is system me aapko baar baar login nahi karna pageda, jisske ki aap araam se comments kar sakte ho.
Agar ye article pasand aaya to apni Facebook par jaroor share kare.
Thank you for learning.
ye bhi padhe:

Blogger Me Contact Form Page Kaise Banate Hai

Aapke blog me contact form hona bahut jaruri hai. jisse aapke visitors

Blogger Me Contact Form Page Kaise Banate Hai

Aapke blog me contact form hona bahut jaruri hai. jisse aapke visitors

powered by blogger ko Kaise hide karen

Jese ki aap jaante hi ho Blogger ek sabse badiya platform haiwebsite bananeke liye ormene blogger ke upar bhotse postbhi kiye hai. Hamkaise blogger ko website me badaleye mene meri pichli post me bataya tha.Ham jab blog banate hai blogger par to uska jo template rhata hai usme bhut si chije rhati hai jiski hame jarurat nahi hoti or unko hatakeham apne blog ko ham bilkul website ki trha bana sakte hai. jese
Powered by Blogger kya haiYe jo likha hota hai hamare blog me nichePowered byBlogger is ka matlab hai, hamarajo blog hai bo hamne blogger.com par banaya hai. Isme agar aap chahe to apne blog ka naam aage daal sakte ho, jo aapke liye copyright ka kaam karega.Jese ki mene pichi post me bataya ki aap kaise apne dosto or ristedaro ko impress kar sakte ho website bana kar. Mene aapko Blogger parblog banane ke baad usko website me badalna sikhaya tha. Par agar aap website me badalne ke baad bhi agar apne kisi dost ko apni website bataoge to bo aapke blog me niche Powered by Blogger dekh kar samaj jayega ki ye to Blogger par haior hamara impression nahi jam payega ????Aap agar koidusra template upload karteho apne blog me to ye Attribute sahi nahi lagta. To chaliye jaante hai kaise hataye Powered by Blogger Attribution ko.Powered by Blogger ko Kaise hatayeAb aap diyaan se meri steps ko follow karo orsikho kaise ham isko hata sakte hai. Iske do tarike hai hatane ke.
Type – 1. Powered by Blogger Widget ko Delete kaise kareStep 1Blogger.comme login karke apne blog ke deshboard me jaoStep 2Layoutme jao fir niche jo Attribution naam se widget hai uskieditbutton par click kare
Step 3Ab ek popup window khulegi. Par yaha par ekdikkat hai aap dekhege jese dusre wigets me rhata hai besi koiRemove ki button nahi hai. Matlab ye widget locked hai.

Step 4Widget ko unlock karne ke liyeTemplatepar jao firEdit HTMLki button par click kare. ab aapke saamne aapke blog ka template editor me khul jayega.
ump to widgetpar click kare firAttribution1par click kare.Step 5Attribution1 par click karte se hi Attribution ka code aapke saamne aa jayega.Widget locked me ture ki jagha false likhde firsave kardeCode aesa hoga jo mene highlight liya hai. usme aap dekhoge locked=’true‘ hai uski jaghafalselikhde.False karne ke baadSave templateki button par click kare.Step 6Ab bapas Layout me jaa kar Attribution ke widget ki edit link par click kareBlogger ke layout me jaa kar Powered by Blogger Attribution ke widget ki edit button koclick kareStep 7Ab aapke saamne bapas se popup khulega usme aap dekhege abRemoveki button aa chuki hai



Blogger ke Deshbord me jaane ke baad Template ke section me jaotemplate ke section me jaa kar customise ki button par click kareTemplatepar jane ke baadCustomiseki button par click karo.Step 2ab Blogger Tempte Designer ka page khulega


1.Advancedpar click karo2.ab uske aage wale section me scroll down karkeAdd CSSpar click karo3.Ab joAdd custom CSSka box aayega usme ye CSS Code Dalo #Attribution1{display:none;}4.Apply to Blogki button par click karo.Code apply karne ke baad aap dekhege ki Powred by blogger aapke blog se chup gaya hai.
post copy hone se roke

post copy hone se roke

Hello Blogger, Agar aapka blog hai or aap mhanat karke badiya post uspar dallte hai to aap ye bilkul nahi chahege ki koi aapki post ko copy karke apne blog par daal de..Me Phele hi bata chuka hu kiDusre ki website se copy karne ke kya kya faiode hai or kya kya Nuksan, agar aapne wo post nahi padi hai to aapko padni chaiye.Jan ham koi Post likhte hai to uske liye phele ham uski puri jankari jutate hai sab jabha se or fir usko ache se acha karke apne visitor seshare karte hai jisse unki help jo sake.. Par Kuch New Blogger jinko uski jada jankari nahihoti wo kya karte hai disre jo bhi blog hote haiunki post ko copy karke apne blog me dalte hai, or unko lagta hai ki jada post hogi to jada visitor aayege or usse jada income hogi.. par aesa hota bilkul bhi nahi hai.To Aaj ham is post me janege ki ham kaise logo ko hamari post ko copy karne se rok sakte hai.. Copy karne se rokne ke bhut se tarike hai..1.Mouse ka Right Click Disable kar sakte hai2.Text ko select Disable kar sakte hai3.Ctrl+UDisable kar sakte hai4.Credit link add kar sakte hai agar koi copy kare to.5.Agar koi copy kare to usko warning Message de sakte hai.6.Image me Watermark add kar sakte hai.7.Agar koi fir bhi copy kar leta hai to ham uski Report Google me karke usko Delete bhi karwa sakte hai.To dosto ab aap samaj hi gaye hoge ki agar aap mhanat karke apni post publish karte ho to usko kaise bacha sakte ho.To Chaliye Jaante hai kaise ham Apne blog me logo ko hamare ji post hai unke text ko select karne se rok sakte hai taki wo usko copy na kar sake.Website me Text slection ko Disable kaise kareYe karna bhut hi aasan hai, iske liye sirf hameek CSS ka code hai jo hame hamare blog ke home page me add karna hai.. to chaliye dekhte hai konsa code hai or kaha add karna hai.Agar aap chate hai ki aapke blog me ek sabd bhi copy naa ho to aap is code ko add kare



Yaha par apna text ya code likhe
12345678910111213141516<style>body{-webkit-user-select:none;/* Chrome all / Safari all */-moz-user-select:none;/* Firefox all */-ms-user-select:none;/* IE 10+ */-o-user-select:none;user-select:none;}.post blockquote,table{-webkit-user-select:text;-moz-user-select:text;-ms-user-select:text;user-select:text;}</style>
ye jo dusra wala code hai, isko add karne ke baad ham jo bhi text blockquoteme add karege usko select karke copy kiya ja sakega..Ab jo CSS ka code hai usko blog me add karna hai..Blogger me kaise CSS Code add karte hai uski jankari yaha hai. or WordPress me bhi Text widget add karke usme is code ko add kar saktge hai.To Dosto aap is trha aasani se apni post ke text ko select karne se rok sakte ho.. jisse logaapki post copy na kare.. par sabse jaruri to hai ki jo copy kar raha hai usko samaj me aaye ki copy karne se koi faida nahi hai.. fir bhi ham jitna hamari taraf se kar sakte hai unta to hame karna hi chaiye.Ye post bhi pade:

Google Custom Search Engine Blog Me Kaise Add Kare

Hello bloggers kya aap jante hai ki aap apni site par search box add kar ke bhi paise kama sakte hai. ji ha adsense hume search engine se bhi paise kamane ki services deta hai. search engine code ko blog me add karne ke bad jab koius search box se kuch bhi search karta hai to search result me add show hote hai. jab koi in ads par click karega to aapki income hogi. to chaliye ab jante hai ki custom search engine kaise banate hai.
log me search engine kyu add kare?agar aap adsense user hai or apni site par adsense ke ads use karke income karte hai to aap search box add kar ke bhi paise kama sakte
.aapke visitors ko apne pasand ke topic tak jane me aasani hogi.2.jab koi google search engine me search karega to aapki kamayi bhi hogi.3.apni site par search engine se paise kamane ke liye4.search result me jo ads show hote hai. un par koi visit karta hai to aapki income hoti hai.Google Custom Search Engine Kaise Banaye?google adsense ka search banane ke liye aap ye step follow kare. agar koi problem ho to comment me btaye.yaha per aaye
sabse pehle 
1. apni site ka url likhe.2. agar aap chahe to yaha par apne dusre blog;s ka url bhi add kar sakte hai.3. apni language select kare.4. apne search engine ko koi bhi ek naam de.5. ab Create par click kare.

ab ek new windows khulegi.1. Control Panel par click kare.
Step 31. Look and feel par click kare.2. apne search engine ke liye koi ek themes select kare.3. Sace and Get code par click kare.
Step 4is code ko ctrl+c key button daba kar copy kar le
custom Search Engine Blog Me Kaise AddKare?1.firstwww.blogger.compar ja kar log in kare.2.Blog ke dashboard me jaye or layout par click kare.3.ab jaha bhi  aapko search box dikhana hai waha add widget par click kare

4. add/ javascreep par click karke ye code paste kare.
ab aapke blog par google search engine add ho chuka hai. aap chahe to ise aap customize bhi kar sakte ho.Agar aapko google search engine ke bare me kuch puchna ho to comment kare
computer Mai Wampserver Install Kaise Kare

computer Mai Wampserver Install Kaise Kare

computer Mai Wampserver Install Kaise Kare – Jankari Hindi MeComputer Mai Wampserver Install Kaise Kare – Jankari Hindi MeComputer Mai Wampserver Install Kaise KareHello Bloggers, aaj hum janenge Computer Mai Wampserver Install Kaise Kare. Usse pahle dekhenge ki wampserver actually hota kya hai auriski jarurat kyon hoti hai. Wampserver use kyon karte hai. To chaliye jane sab step by step.Wampserver Kya HaiWampserver ek computer software hai. Wampserver tin program se milkar bana hai apache server, my sql database aur php. Jab hamaisi website banate hai jisme php language ka use hota hai to hame wampserver ki jarurat hoti hai. Wampserver ka use hum wordpress bloggingme bhi karte hai. Jab ham apne computer me wordpress install karte hai tab hame wampserverki jarurat hoti hai.*.Read This : WordPress Ki Jankari – WordPress Kya Hai – Jane Hindi Me.*.Read This : Web Hosting Kise Kahte Hai – WebHosting Ke Types Jankari Hindi Me.Wampserver Kyon use karte haiWampserver ek local server hota hai jo aapke computer me install hote hi apke computer ko localhost me change kar deta hai. Localhost ka matlab aap apne computer ko server ki tarah istemaal kar sakte hai. Dusri bhasha me bataye toagar aap apne computer ko server ki tarah use karna chahte he to apko Wamp jaruri hai.Agar aap PHP ya wordpress jaise content apne system pe chalana chahte he to iske liye Wamp use hota hai. Kyon ki wordpress, zencart, joomla jaise content management system (CMS) PHP language based hote hai. PHP server side language hoti hai, jo only server par hi run hoti hai. Isliye hume localhost ki jarurat hoti hai. Wampserver mai php, Mysql (database) hote hai.Agar apko wordpress ki jankari nahi hai to apko iski jankari ke liye server ki jarurat hogi. Iske liye aap shared hosting lenge. Phir domain lenge tabhi aap ise use kar payenge. Lekin bahot costly hoga. Isliye hum apne computer ko hi server localhost mai change kar dete hai. Iske liye hume wamp ki jarurat hogi. To chaliye jane computer mai wampserver install kai


Computer Mai Wampserver Install Kaise KareSabse pahle apko wampserver software download karna hoga.http://www.wampserver.com/en/download.php

wampserver download kare. Dhyan rakhe ki 32-bit ya 64-bit version apne computer ke anusar hi select kare. Wampserve 38 Mb ki file hogi.2.Ab download karne ke baad aap is file ko run karaye.3.Abe k setup wizard open hoga usme next pe click kare.4.Next step me license agreement aya hoga.Isme I accept the agreement par tick kare fir Next par click kare.5.Ab is step mai apko wamp kis drive me install karna he ye puchenga. Usme pahle se hi “c:\wamp”aise hoga use waise hi rahne de aur next par click kare.6.Ab ‘ready to install’ ka box ayega. Usme agar aap install pe click karenge to wamp install hone lagega.7.Wampserver installing finish hone ke bad apko browser select karne kaha jayega. Yaha par yes par click kare.8.Yadi apke computer me windows firewall on hai to ek windows firewall ka pops up aayega. Usme allow access par click kare.9.Ab smtp wala option khula hoga use jaise ka taisa rahne de aur Next par click kare.10.Ab apka wampserver apke computer mai complete install ho chukka hai. Finish karde.11.Ab aap wamp ke icon pe click karke use Run kar sakte hai.12.Jab aap run kar denge to uske baad red color mai icon aayega uske green ho janepar apka server online ho jayega.Mujhe umeed hai apko ye article accha laga hoga. Apne dosto ke sath aisi jankariya jarur share kare jo blogging me interest rakhte hai. Ye post ko un tak Jarur pahu
Website Par Visitor Kaise Badhaye

Website Par Visitor Kaise Badhaye

Website Par Visitor Kaise Badhaye – Blog Traffic Ki JankariHello Bloggers, Is post me hum janenge ki apne Website Par Visitor Kaise Badhaye – Blog Traffic Ki Jankari Hindi Me.  Ummid he aapne apni khud ki websiteBLOGGERyaGODADDYpar bana li he. Aur us website se money earn karne ke liye bhi ready he. par problem he kiwebsite traffic (visitors). Ab hume ye janana he ki apni website par jada se jada vistors kaise laane he. Me kuch bohot important points bataunga jo aapko puri tarah se follow karne he, kisse blog ki traffic badhne me madat hogi. Website Par Visitor KaiseBadhaye – Blog Traffic Ki Jankari Hindi Me.
Blog Traffic # 1Sabse pehle aapko ye samjhna hoga, ki hume sirfpaisa kamane ke liye website nahi kholni he. Balkius website se kisi ka fayda ho. Hamare saare post visitor ke liye helpfiul rehne chahiye. Tabhi visitor hamari website par tik paenge, aur vaapas website par aayegne. Har visitor se ek accha relation rakhna bohot jaroori he. (Website Par Visitor Kaise Badhaye – Blog Traffic Ki Jankari.

Visitor Rule # 2Hume hamara content aisa likhna he, jaise hum koi novel ya granth likh rahe he. Iski bajah ye he kihume visitor ko engage karke rakhna he. Agar aap KaiseKare padhte hoge to mere 80 % visitor returning visiors hote he. Me daily is website se 50$ se jada earn karta hu. Me daily 200$ tak kama sakta hu, par me meri earning ko second priority deta hu. Aur Visitor ke liye me content likhta hu. (Website Par Visitor Kaise Badhaye – Blog Traffic Ki Jankari.)

Content Magic # 3Magic yaha ye he ki agar koi visitor aapke site paraaya to use sirf ek post padh kar vaapas nahi janachahiye. Us post me aapko un saare post ki link add krni he jo usse related he. Aur us post ko padhte vakt visitor un links par click karega. Meresite ka ek visitor kam se kam 7 pages padhta he. (Website Par Visitor Kaise Badhaye – Blog TrafficKi Jankar

Comment Reply Tricks # 4Jo bhi hamare blog ke post par comment karta he. Us comment ko reply karna chahiye. Ye Thumb rule he. Aur na ki sirf reply karna he, par istarah se karna he ki wo visitor wo comment padhakar wapas us par comment karega. To aapko reply me us comment ke related question puchna he. Mere is website par laghbagh 12000 se jada comments aa chuke he. Par time ki kami ke karan me reply nahi de sakta. Aap waisa na kare. (Website Par Visitor Kaise Badhaye.)Ye he kucch bohot khass chije. Me apne agale post likhunga ki Google par aapke website ki position kaise banaye.Mujhe umeed hai apko ye article accha laga hoga. Apne dosto ke sath aisi jankariya jarur share kare jo blogging me interest rakhte hai. Ye post ko un tak Jarur pahunchaye.

google Plus Se Blog Ki Traiffic Kaise BadhayeGoogle Plus Se Blog Ki Traiffic Kaise Badhaye:

Google Plus Se Blog Ki Traiffic Kaise BadhayeGoogle Plus Se Blog Ki Traiffic Kaise Badhaye: Hello Bloggers,Aaj hum discuss karenge ki hamare Website ki Traffic Kaise Badhani chahiye. Bahut se blogges ko ye bat pata nahi hoti hai ki Traffic drive karne ke liye Google Plus ka istemaal kaise kare. To dosto,  aaj hum janenge ki Google Plus Se Blog KiTraiffic Kaise Badhaye.

Google Plus Se Blog Ki Traiffic Kaise BadhayeSocial media ek accha aur fast tarika hai jisasae hum hamare website ki traffic badha sakate hai. Jaise ki Facebook, Google Plus,  Twitter  etc. Waise to Social Site me blog ki promotion karne ke liye bohot se tarike hai, but aaj hum Google Plus Se Blog Ki Traiffic Kaise Badhaye ye samjh lete hai. Badme mai aapko Facebook aur Twitter ke tips bataunga.
ahut sare hamare Blogger dost he jo Google Plus se visitors laane me asafal rehte hai.*.Mat socho ki Google Plus ek kamjor platform hai, aur Google Plus bohot kam log use karte hai. Agar me kahu to Google Plus ek badhiya rasta hai jaha pe saare Android users, Gmail users aur actual Google Plus ke users connected hote hai.*.Agar aap koi post share karte ho, to uska notification sidha Google user ko jaata hai. Android mobile me Google Plus ek necessary aur Built in App ho gaya hai.Jo Log Social media se traffic badhane ke liye thik nahi samajte wo blogger ek acha mouka gava dete hai. Hame is social media site se hamare website par bahut jyada traffic bada sakate hai.  Uske liye kuch faadu tarike hai. Jante hai kam samay me jada traffic kaise khicche.
Blog TitleBlog post ka title sabase pehale aana chahiye. Blog ke Title me kuch aise words likhiye ki visitors attract ho jaaye. Aap numbers ka istemaal kar sakte hai. Example – 10 Killer Tips.Blog DescriptionBlog post title ke niche ek line chod ke post ke bareme 1 -2 line ki description likho taki visitors ko acche se samaj me aana chahiye ki us post me kya likha hai.Blog URL LinkUske bad blog post ka URL add kare. Dhyan me rakhe ki Blog ki link pehle na de. Pehle likha hua blog description me agar visitor ko interest aaya to wo jaroor link par click karega. So main focus hume rakhna chahiye ki description aur title accha likhe.Post Featured ImageSirf  blog post ki link na share kare. Uske sath us post ke related ek image bhi add kare taki visitorsko pata chale ye post kisse related hai. Image attractive aur white background wali honi chahiye. Jada se jada animated image ka istemaal kare.Attractive Post WritingJab hum post likhte hai to likhte samay post me kuch ese words use kare jisse hum visitors ko attract kar sake. Jaise ki post me Heading tag, Bold, Italic, Underlines aise format use karane chahiye jisese hmara post highlight hoga to usese visitor jada smay tak web site par rahenge. Aur bounce rate kam hone me madat hogi. Hamare post likhana ka tarika aisa ho ki hamare site par ek baar aaya hua visitor site ko bookmarkkar le. February 2016 me hamari website ko 10,00,000 se bhi jada visitors rahe he.*.Also Read :Mobile Se Paise Kaise kamaye.Targeted AudienceJab hum blog se post share karte hai tab ham ye nahi sochate ki kisko hame ye post target karana chahiye. Post ko sidha publish karke share kar dete hai.Hamare Bloggers Circle se hame kisko ye post share karana hai ye hame pata hona chahiye. Example – Blogger waale visitors wordpress ke articles par jada dhyaan nahi denge. WordPress waale visitors blogspot waali jankari nahi padhenge.  So hume us audience ke group ko target karke post share karana chaihiye. Google plus me hum Circles bana sakte hai. Hame ek alag se circle bana lena chahiye or jab ham post share karte hai tab us hisab se hame us circle ko target karana chahiye. Sabke pass aapki post ka notification pohach jayega.*.Also Read :KaiseKare Income Report.Sending Email NotificationsJab hum post share karane ke time kisi frend ya circle ko target karate hai to niche ek ” Also sharefrom you to your circle” ka option show hoga. Us link par click karke share kare de. Jab ham ye post share karenge to circle me ad sabi logo ke pass ye email send hoga.Abhitak humne to Google Plus par site ka promotion nahi kiya hai, par fie bhi hamari acchi income is blog se ho jaati hai.Apko ye article kaisa laga niche comment me jarur likhiye.Ye kuch important aticles jarur padhiye.

google Adwords Kya Hai Keyword Planner Tool

google Adwords Kya Hai Keyword Planner ToolGoogle Adwords Kya Hai Keyword Planner ToolGoogle Adwords Kya Hai Keyword Planner Tool. Aaj ka zamana vigyapan ka zamana hai. Aap koi bhi business kar len, ya koi bhi shop khol len jab tak uska vigyapan nahin karenge tab tak apka business acchi tarah se nahin chalega. Isliye advertisement karna bahut zaroori hai. Iskay saath hi advertisement aisa hona chaahiye jo kam se kam paison mein adhik se adhik logon ke beech pahunche. Inhi baaton ko dhyan mein rakhkar google ne google adwords naam ka naya feature launch kiya hai. Jisme koi bhi vyakti apna ad dal sakta hai aur woh bhi bahut kam paise dekar. Aaiye jaane google adword ke baare mein. Google Adwords Kya Hai Keyword Planner Tool
Kya hai Google adword?Google adword ek google ka online advertising program hai jiska istemal koi bhi vyakti apne karya ya vyapar ka vigyapan karne mein kar sakta hai aur iski sahayta se us vyakti ko apne vyapar ke liye naye-naye grahak milte hai. Google Adwords Kya Hai Keyword Planner Tool.
Kaise karya karta hai Google Adword?Google mein lakhon log kuch na kuch search karte hain. Jab koi vyakti aapke kisi keyword ka upyog kar google par search karta hai to google dwara aapka vigyapan google adwords mein hone par usay search karte vyakti ke samne dikhaya jaata hai. Example ke taur par yadi aap koi dance sikhane ki classes New Delhi ke VasantVihar ilake mein chalate hain to jab koi vyakti dance classes ko search karega to apka vigyapanGoogle adword mein hone par usay dikhayi dega aur is prakar who aapse contact karega aur apka business badhta hi jaayega. Google Adwords Kya Hai Keyword Planner Tool.
aise den Google adwords mein vigyapan?Sabse pehlehttps://adwords.google.com
link per jayen 

Ab isme sign in karen. Aisa karne ke liye apki gmail mein email id pehle se bani honi chahiye. For exampleabc@gmail.com.Sign in karne ke baad ek page open hoga jisme Google aapse apki website ke bare mein poochega. Isme apni website likhen jo pehle se bani honi chahiye. For examplewww.def.comIskay baad Google next page par le jayega aur usmay aap se pooch jayega ki apka per day ka budget kitna hai. Yani aap apne advertisement ke liye per day kitna kharch karenege. Us amount ko aap is box mein bhar dijiye. Yeh amount apko tabhi dena hoga jab koi apke advertisement par click karega.*.Also Read : Google Plus Se Blog Ki Traiffic Kaise Badhaye.Iskay baad  Google next page mein le jaat hai jisme keyword option hota hai. Ismay apko keywords bharne honge. Jaise aap dancing class chalate hain to jo dance sikhate hain unke naam likh sakte hain jaise disco, jazz, salsa aadi.Iskay baad ek box aayega usmay apko apne ad kebaare mein likhna hoga. Is box ko text ad box kahenge. Ismein aap apni website ka naam, apni firm ka naam aadi likh sakte hain jisse ki apko aasani se search kiya ja sake. Google Adwords Kya Hai Keyword Planner Tool.Iskay baad aap save and continue option par clickkaren. Google apko naye page par le jaayega. Ismay apko apne business ka TAN number, Apna business/firm name, apna name, apka business address den. Iskay saath hi apko apna primary contact number, phone number bhi dena hoga. Iskay saath hi Google aapse payment ka tarika poochega. Jab apke customers banane lagenge aur apke advertisement par click hone lagega tab aap kis tarha payment karenge. Iskay baad apko apna credit card number, credit card ki validity date, uska CVC number aur credit card par apka kya naam hai likhna hoga.*.Padhiye : Blogger Par Photo Kaise Upload Kare – Blogspot Par Image Daale.Iskay baad aap save and continue par jab click karenge to aapka ad google adword par tayyar ho jayega.Google adword ke kya hain fayade?Google adword mein advertisement dene ka yeh fayada hai ki jab log kisi cheez ki shop ke baare mein search karenge aur aapki shop ussay hi related hai to apka naam unkay saamne pehle display hota hai. Ismay aap yeh bhi select kar sakte hain ki apka ad kin sharon ke logon dwara search karne par highlight ho. Iskay saath hi apkoapne ad ka tabhi paisa dena hai ja koi vyakti apke ad mein ruchi dikhaye aur us par click kare. Isliye Google adword mein ad dene se apke paise ki bhibachta hoti hai. (Google Adwords Kya Hai Keyword Planner Tool).(Adwords, google adword, keywords tool, google ad, google keyword tool. adwords google, google adwords keyword tool, adwords keyword tool, payper click. keyword tools, adwords account, adwords tool, adwords campaign. adwords support, keyword search tool, keyword suggestion tool).To aaj hi Google adwords mein apna vigyapn dijiye aur apne vyapar mein nayi unchaiyon par pahunchiye.Apko ye article kaisa laga niche comment me jarur likhiye.