Search

powered by blogger ko Kaise hide karen

Jese ki aap jaante hi ho Blogger ek sabse badiya platform haiwebsite bananeke liye ormene blogger ke upar bhotse postbhi kiye hai. Hamkaise blogger ko website me badaleye mene meri pichli post me bataya tha.Ham jab blog banate hai blogger par to uska jo template rhata hai usme bhut si chije rhati hai jiski hame jarurat nahi hoti or unko hatakeham apne blog ko ham bilkul website ki trha bana sakte hai. jese
Powered by Blogger kya haiYe jo likha hota hai hamare blog me nichePowered byBlogger is ka matlab hai, hamarajo blog hai bo hamne blogger.com par banaya hai. Isme agar aap chahe to apne blog ka naam aage daal sakte ho, jo aapke liye copyright ka kaam karega.Jese ki mene pichi post me bataya ki aap kaise apne dosto or ristedaro ko impress kar sakte ho website bana kar. Mene aapko Blogger parblog banane ke baad usko website me badalna sikhaya tha. Par agar aap website me badalne ke baad bhi agar apne kisi dost ko apni website bataoge to bo aapke blog me niche Powered by Blogger dekh kar samaj jayega ki ye to Blogger par haior hamara impression nahi jam payega ????Aap agar koidusra template upload karteho apne blog me to ye Attribute sahi nahi lagta. To chaliye jaante hai kaise hataye Powered by Blogger Attribution ko.Powered by Blogger ko Kaise hatayeAb aap diyaan se meri steps ko follow karo orsikho kaise ham isko hata sakte hai. Iske do tarike hai hatane ke.
Type – 1. Powered by Blogger Widget ko Delete kaise kareStep 1Blogger.comme login karke apne blog ke deshboard me jaoStep 2Layoutme jao fir niche jo Attribution naam se widget hai uskieditbutton par click kare
Step 3Ab ek popup window khulegi. Par yaha par ekdikkat hai aap dekhege jese dusre wigets me rhata hai besi koiRemove ki button nahi hai. Matlab ye widget locked hai.

Step 4Widget ko unlock karne ke liyeTemplatepar jao firEdit HTMLki button par click kare. ab aapke saamne aapke blog ka template editor me khul jayega.
ump to widgetpar click kare firAttribution1par click kare.Step 5Attribution1 par click karte se hi Attribution ka code aapke saamne aa jayega.Widget locked me ture ki jagha false likhde firsave kardeCode aesa hoga jo mene highlight liya hai. usme aap dekhoge locked=’true‘ hai uski jaghafalselikhde.False karne ke baadSave templateki button par click kare.Step 6Ab bapas Layout me jaa kar Attribution ke widget ki edit link par click kareBlogger ke layout me jaa kar Powered by Blogger Attribution ke widget ki edit button koclick kareStep 7Ab aapke saamne bapas se popup khulega usme aap dekhege abRemoveki button aa chuki hai



Blogger ke Deshbord me jaane ke baad Template ke section me jaotemplate ke section me jaa kar customise ki button par click kareTemplatepar jane ke baadCustomiseki button par click karo.Step 2ab Blogger Tempte Designer ka page khulega


1.Advancedpar click karo2.ab uske aage wale section me scroll down karkeAdd CSSpar click karo3.Ab joAdd custom CSSka box aayega usme ye CSS Code Dalo #Attribution1{display:none;}4.Apply to Blogki button par click karo.Code apply karne ke baad aap dekhege ki Powred by blogger aapke blog se chup gaya hai.

Share this

Related Posts

Previous
Next Post »

1 Comments:

Comments
3 September 2018 at 02:16 delete

http://www.internetkapower.com

Check karke batao kaisa hai

Reply
avatar

Thnx