Search

Blogger or WordPress me Privacy Policy Page Kaise Banaye

Hi Friends, Aap ye post read kar rahe hai iska matlab ye hai ki apke pas blogger or wordpress pe blog hai. Agar aapBlogger or WordPresspe adsense ya koi affliate marketing ke ads chahte hai toh apke blog meprivacy policy, contact or about uspage hona jaruri hai.

Privacy Policy ek aisa page hai jisye visitors ko apne site ke term and condition ke bare me bata sakte hai. Google Adsense apke website or blog ko approved karne ke liye apke blog me privacy page ko jarur check karta hai. Islye apke blog pe privacy page ka hona jaruri hai.

Yadi apko blogging ki achi knowledge hai toh aap khud se bhi Privacy page create kar sakte hai. Internet pe bahut se aise website hai jaha sePrivacy page generate kar sakte hai. Mai apkoSerprank.comseprivacy page bananeki advice dunga
http://www.serprank.com
per jaye

. Page open hone ke baad apko URL website or apna Email id enter karna hai.3. Agar apka blog cookies (  blog pe advertise ke liye iska use karna jaruri hai)   use karta hai tohYespe click kare.4.Advertiser Informationme Google Adsense petick kare, Agar apke blog pe kisi or affiliated market ka ads use hai ya use karna chahte hai toh uspe tick kare.5. Form fill up karne ke baadCreatemy Privacy policype click kare.Apke blogger blog ka privacy policy page create ho jaye. Ab privacy page ke text ko copy kare.6. Abblogger.compe jaye. PhirDashboard >  New pagepe click kare.7. Ab Ek page open hoga jaha apko Title mePrivacy Policylikhna hai or Text Body me copy kiya hua Text ko paste karde. PhirPublishpe click kare.Apke Blogger blog me Privacy page create ho chuka hai.

WordPress me Privacy Policy Page kaise banate hai. Agar aap WordPress Blog use kar rahe hai tohStep 5me copy kiye gaye text  koDashboard > Pages > Add Newme paste karde. Title mePrivacy Policytype kare. Phir page ko Publish karde.

Share this

Related Posts

Previous
Next Post »

Thnx