Search

Alexa Kya Hota Hai – Site Ranking Pata Kaise Kare Hindi Me



Alexa Kya Hota Hai Aur Site Ranking Pata Kaise Kare Hindi MeAlexa Kya Hota Hai – Site Ranking Pata Kaise KareHello Bloggers, Aaj mai aap ko Alexa Kya Hota Hai Aur Site Ranking Pata Kaise Kare iske baare mai bataunga. Alexa Rank kya hai Ye kaise Work karti hai ye sab mai yahan apko bataunga. Aap sabhi ye to jante hai ki jo website jitni popular hogi us par utna hi jyada load, traffic aur visitors ka hona pakka hai. Kyon ki sabhi achhi Alexa Ranking ye to sochte hai ki website ki ranking agar itni achi hai to isme jarur kuch na kuch achha jarur milega. Alexa Ranking apki website kipopularity batane ke liye sabse achha tools hai. To chaliye jane Alexa Kya Hota Hai Aur Site Ranking Pata Kaise Kare.
Alexa Kya Hota Hai – Site RankingAlexa humare blog ya site ke liye analytic tool ka kam karati hai. Alexa ka kam ye hai ki humare blog ka globally rank, country rank show karati hai. Agar aapka blog ya website hai to aapke liye alexa kya hai ye samajana jaruri hai.Alexa Ranking hamari website ki popularity batata hai. Alexa traffic Rank Apke website ke traffic ke jyada ya kam hone ke hisab se increase decreasehoti hai. Jab aap apne site ko alexa me submit karte hai to Apke site ki Rank lakh ya crore me hoti hai. Ho sakta hai shuruaat mai apko waha koirank dikhai na de. But jaise jaise traffic badhne lagti hai rank bhi kam hone lagti hai. Phir aap waha dekh sakte hai.Alexa.com par aap dusri website ki information bhi dekh sakte hai. Aap alexa rank check kar ke uss site ki visitors ka andaza laga sakte hai. yani approximate kitne visitor aate hai uss site pe ye aap jan sakte hai. Alexa.com khud ek website ki rank batane wali bahut hi popular website hai. Agar aap Alexa Ranking widget apni website ya blog par laga kar rakhate hai to jo bhi visitor aap ki website par aate hai aur woh is Alexa Ranking ki widget ko dhekhate hai. Aur agar aap ki Alexa Ranking achhi rahti hai to logo ko lagata hai ki website bahut achhi hai tabhi to eska Alexa Ranking etna achha hai. To woh apki website par baar baar aana pasand karenge. (Alexa Kya Hota Hai Aur Site Ranking Pata Kaise Kare).
Janiye Website Ko Alexa Rank Mai Show Kaise Kare.Mujhe umeed hai apko ye article accha laga hoga. Apne dosto ke sath aisi jankariya jarur share kare jo blogging me interest rakhte hai. Ye post ko un tak Jarur pahunchaye. Gyanmehack.blogspot.in like 

Share this

Related Posts

Previous
Next Post »

Thnx