Search

background change blogger ke liye

Hello friends agar aap ek hi background rakh kar bore ho gaye hai to aaj mai aapko is article me batauga ki aap kis tarha apne blog ka background change kar sakte hai.
Blogger ka background change karna bohot hi aasaan hai. Is tutorial me hum apne blogger blog ka background change karne ke baare me seekhege.
Blogger ka background kaise badle?
Step 1 : Background change karne ke liye aap sabse pehle apne blogger account
Step 2 : Ab Template me jaake
customize par click kare .

Step 3 : Background ka option select kare.


1. Option select karte hi ek background images ka box aa jayega.
2. Is bade box click kare.
3. Bade box me se apne pasand ki image select kare ( yadi aapko blogger ki koi bhi image pasand nhi hai toh aap Upload image par click karke apni manpasand image ko download karke apply kar skate hai. )
4. Image select karne ke baad Done par click kare
5. Done karne ke baad “Apply to Blog” par click kare


Done karte hi aapke blog par backgrond image lag jayega.
Agar is post se related ko bhi question hai to neech comment box me comment kare.

Share this

Related Posts

Previous
Next Post »

Thnx