Search

android blogger ke liye 10 best tools

mai aap sabhi blogger’s ke liye helpful Android apps ki list lekar aaya hu jo mere hisab se har ek Blogger ke Smart phone me hona chaiye. inse Blogging me bhut help hogi.10 Usefull Android Apps Bloggers ke liye
jinka blogblogger.compe hai unke liye ye app bahut usefull hai, is app ke jariye wo kafi had tak apne blog ko chala sakte hai. is app ki madad se aap blog pe new post kar sakte ho ya purane post ko bhi edit kar sakte ho or bhi kai sare features hai is app ke to ek bar jarur try kare is app ko.blogger

ordPressagar aapka blog WordPress ya self hosted wordpress par hai to aapke liye ye app kafi kam ka hai. mere website pe aane wale sabhicomments ka reply mai isi app se karta hu. yeapp bahut hi achha hai. is app ke features ke bare bat ki jaye to is app ki madad se hm newpost likh sakte hai, or unhe publish or edit Bhikar sakte hai, blog ke comments ka reply kar sakte hai. is app ka or ek feature hai ki hm is app ke jariye apne blog pe aane wale traffic, page views, search terms, koun se page ya post pe kitne visitors aaye ye sb Bhi Jan sakte hai.wordprees

photo editor
osto aap sabhi to jante Hi hai ki blogger’s kopost me writing me dhyan dene ke sath sath images par Bhi dhyan dena padta hai. imagesko edit karke usme hm koi shape ya text dalkar use or achha bana sakte hai. photo editor app ek bahut hi simple sa app jo aapkephotos ko edit karne ke liye bahut hi badiya hai.photo editor

Wps Officekafi sare blogger’s apne post phone par hi likhte hai.mai bhi apne blog ke post likhne ke liye apne wps office notpad ka use karta hu. iska user interfaces bahut achha hai. isme kafi sare features diye gye hai. aapko ye app ek bar jarur use karke dekhna chahiye
Google Analytics app se hm apne blog par aane wale traffic, page views, unique users, bounce rate etc ke bare Jan sakte hai. jinka blog blogger.com pe hai unke liye ye app bahut kam ka hai. kyuki isme unke blog kevisitors ke bare detail me jankari milti hai. or ye app Google ne develop kiya hai to ye app blogger’s ke liye must have app ban jata hai.

Facebook Page ManegerFacebook visitorspane ka ek achha source hai. aapke blog ka BhiFacebook pagejarur hoga. Facebook page ki madad se aap apne blog ke Facebook page ko manage kar sakte ho. is app ki madad se aap status update karne ke sath sath aapke page par aaye msgska reply Bhi kar sakte ho or Bhi bahut sare features hai is app ke. to ye app Bhi apne phone me jarur install kar le.
Twittertwitter ek bahut Hi popular social networking app hai. aapne apne blog katwitter account jarur banayahoga . twitter app ki madad se aap apne blog ke twitter followers ko up to date rakh sakte hai. ornew postke bare tweet kar sakte hai.

google AdsenseGoogle adsensese hm sabhi blogger’s wakif honge. Google adsense hm sb blogger’s ke bich kafi popular hai. Google adsense app se hm apne earnings, clicks or Adsense accountki Puri Detail Mobile par dekh sakte hai.. To Agar aapka Adsense account Approve hai to ya aap bhi aapke Mobile me hona hi chaiye.

oogle DriveGoogle drive ke bare to aap shayad jante hi honge. ye Bhi kafi sare smartphones me pre installed hota hai. Google drive app ke jariye aap koi Bhi song, file, photos ya kisi Bhi tarah ke data ko Google drive me store kar sakte hai. or is stored data ko kahi pe Bhi share kar sakte hai. Google drive pe hame 1 account me 15 gb ka space milta hai Jo kafi hai.

YouTubeye app to lagbhag har smartphone me preinstalled aata hoga. is app ki madad se hm apne blog ketutrial videos ko uploadkar sakte hai. or sath hi sath videos dekh Bhi sakte hai or Chanel’s kosubscribe kar saktehai.Youtube ki or jankari ke liye yaha click kare.

Share this

Related Posts

Previous
Next Post »

Thnx