Search

Website(blog) Ke Liye Google Sitemap Kaise Banaye

Website(blog) Ke Liye Google Sitemap Kaise Banaye
Jo log Blogging Me naye hote hai unko blogging ke baare me jayada pata nahi hota hai aor isliye Google sitemap ka upyog nahi karte jiski wajha se unke blog par traffic kam aata hai. hamare blog ke liye bhut jaruri hota hai kyu ki google sitemap hamare blog ki post ke baare me jankari
deta hai
Blog(website) ka Map Page banakar ham apne blog ka traffic badha sakte hai . aor google ke sath -2 hame dusre search engine jaise ( bing ,yahoo ,yandex) se bhi accha traffic mil jata hai jisse hamare blog ki rank badhti hai .


Google Sitemap kya hai yeh blog ke liye kyu jaruri hai iska kya fayda hai
Sitemap ek file ( memory card ki folder ki traha hota hai jo hamare blog ki post ko rakhne ka kaam karta hai) jab bhi koi readers search engine me hamare blog ki posts se related kuch search karta hai toh search engine sitemap ke hisab se post ko crowl karke dikhata hai jisse hamare blog par accha traffic aata hai.
map page banakar aap aashani se apne blog ki 500 post search engine tak paucha sakte ho. Jaisa ki hamne puraani post me padha ki kaise apne blog ka google search console me sitemap sumit kare. Jisko aap yahasignup
Blog ( website) ke liye google sitemap page kaise banaye
Sabse phele iske page par jane ke liye yaha
Submit Site par click kare !
Ab aapke saamne ek page khulega jisme aapko apne blog ka site banana hai
Isme aapko sahi jankari bharni hai
1. Isme apni site/blog ki url bhare ex: www.gyanmehack.blogspot.in
2. Ispar click karke ” Always ” select kare.
3. Isme ” use server’s response ” par tick kare.
4. ” Automatically calculated priority ” par tick kare.
5. Ab ” Start ” par click kare.
Start par click karne ke baad ek new window open hogi jisme aap dekh sakte hai aapke blog ki sabhi post submit ho rahi hai. Isko submit karne ke kuch dino ( 4-5 din) baad aap apne blog ki traffic me 30% growth dekh sakte hai. Toh aapne dekha ki google sitemap submit karna kitna aashan hai .
For you –
Aapko yeh post kaisi lagi hame comment karke bataye . koi bhi sawaal hai toh comment me puch sakte hai. Aor Haan ! Isse social media par share karna naa bhule.

Share this

Related Posts

Previous
Next Post »

Thnx