Search

Blogger Template se footer credit Link hataye

Templatesim,Templateify,Waythemes,Blog Templates jaise bahut sare aise website hai jo saste rate me Khubsurat design wale Templates bechta hai.Agar aap unki templates ko kharidnge toh apke blog/sites pe unki credit link nahi show karega.wahi websites same templates free bhi deta hai lekin usye use karne se apke site/blog pe unki credit link dikhaye dega,jisye remove nahi kiya ja sakta .Agar koi credit link ke sath cher char karta hai ya credit link ko remove karna chahta hai toh blog/sites automaticaly templates provider ki site open ho jati hai.aisa islye hota hai kyunki wo kuch javascript code apne free templates add kar dete hai.
Kuch din pahle mene blogger template website pe bahut sara comment dekha hai “Kaise template se credit/footer link remove karte hai” or admin ,staff member unka mazak udate rahte hai.


New blogger premium template pe money invest nahi karna chahti hai islye wo free templates use karte hai.Unme bahut se log credit hatane ke liye try karte hai lekin fail ho jate hai,Agar aap bhi unme se hai toh ab apka intezar khatam ho chuka hai,Kyunki mere pas ek trick hai jisye aap credit link or footer link aram se remove kar sakte hai.
Credit Link kaise remove kare:
Actually ,wo links javascript code or CSS code se attached rahta hai,Ab javascript code ko template me dhundna chuhe ke liye pahar khodne jaisa hai.Lekin mai apko ek trick bata raha jisye aap 2 min me credit/footer link remove kar sakte hai.
Step By Step Process:

By Step Process:
1. Sabse pahle Blogger.com pe jaye
2. Ab apna Blogger Profile open kare,Phir apna blog select kare
3. Ab blogger Dashboard >Template>>Edit HTML me jaye
4. Ab Jump to widget pe click kare,Phir “ Footer ” me jaye
5. Credit/Footer Link dhunde,jisye aap remove karna chahte hai.
6. Ab apko Copyright,Credit or designed etc type ka coding kiya hua kuch dikhaye dega.
7. Jis tarah se picture me mene niche diye gaye code ko likha hai apko bhi usi tarah se wo code use karna hai



style=”visibility: hidden”


8. Ab template save kare
Ye post unke liye hai jo internet pe search karte hai footer Link akise remove karte hai or free blogger template ko premium template me kaise cahnge karte hai.agar koi problem aye credit link remove karne ke liye toh comment kare.

Share this

Related Posts

Previous
Next Post »

1 Comments:

Comments

Thnx