Search

iBacklinks Checker Tool

backlinks checker Tool ki jarurat kyun hotihaiBacklinks Checker Tool ka kaam hai website ke incoming or outgoing link ko check karna.Ye apke Website me Backlinks ko count karke batata hai.Backlinks Search engine ranking or Alexa Rank dono ke liye bahut important hai.Mai aaj apko Backlinks checker ke bare me batunga,agar apko iski  topic pe koi jankari nahi haitoh ye article apke liye hai.Mai aaj apko kuch aise tools ke bare me batunga jo Backlinks ke sath uski or bhi additional jankari apko dega.

7 Best Link Checker Tool1. Ahrefs.com. https://ahrefs.com/
orld ke best Backlinks checker Tools me se ek hai.Ye apke or apke competitior ke sabhi Backlinks ko track karta hai.Ahrefs apke blog or website ke Backlinks ki accurate jankari apko dega.Ye real time data or sabhi keywords or language, countries ko track karta hai.Ye apkomonthly or weekly ranking bhi batyega.Ahrefs apke site ke SEO problems bhi batyega or usye thik kaise kare uski jankari bhi dega.Ye apke site ke page loading time ke sath sath responsive time ki jankari bhi deta hai.
http://openlinkprofiler.org/

puri tarah se free backlink checker tool hai.Ye apke blog ke last 90 days ke Backlinks ko track karta hai.Ye kisi bhi domain ke links ko check karne ka best tool hai.https://www.google.com/webmasters/tools/home?hl=en

ol apko event,new or media community se connect or updated rakhta hai.Ye apke website se related kisi bhi problem ko solve karne ke liye apko full support deta hai.Agar apka website hack ho gya hai toh google webmaster website recover karne me bhiapki help karega.Google webmaster tool se aap apne blog ke post ko goolge pe submit kar sakte hai.https://www.semrush.com/

opular SEO tools me se ek hai jo backlink ko analysis karta hai.Ye website apko keywords ke graphical formal me analysis karta hai.Semrush se aap apne website ki or apne competitior kw website ke Backlinks ko check kar sakte hai.Aap Semrush keywords ke ranking or traffic source bhi check kar sakte hai.
5. step
https://majestic.com/
c software apke blog ke Backlinks ke history ko check karta hai.Ye kisi bhi site or domain ka detail bata sakta hai.Aap kisi bhi site ke detail jan sakte hai chahe wo apka website/blog ho ya kisi or ka.
http://www.link-assistant.com/

ek aisa website hai jo apke blog ko search engine meachi rank ke liye help karta hai.Ye fast or bahut easy hai,agar apke pas koi technical knowledge or internet skills nahi hai toh ye apke liye bahut helpful hai.Ye keywords pe reasearch karke batata hai ki google pe konsa words kitna search ho raha hai.Or apke content page top ranking me lane me bhi help karta hai.
https://www.google.co.in/alerts
. Google AlertJab bhi hum kisi bhi chiz ka online monitoring kebare me sochte hai tohGoogle Alerthumlogo ke dimag me jarur ata hai.Ye ek best free tool hai,jab koi bhi humare content ko copy karta hai toh ye humari helo karta hai.Ye ek content detection ka kam karta hai.Ye service google khud hi deti hai.Jab same apke content ko kisi ne apne website pe likha hai toh ye apko email karke alert kar deta hai.

Share this

Related Posts

Previous
Next Post »

Thnx