Search

Google Me Naye Blog Ka Sitemap Kaise Banaye


Google Search Console Aor Sitemap Kya Hai
console ka dusra naam webmaster tool tha jo naye naam mei change kar diya gaya hain. GWT ek box ki traha hai jaha ham apne website ki sabhi posto ko Save Rakhte hain . jab koi bhi google mei hamare blog se related kuch Dundta Ha. toh google apne hisab se posto ko result mei show karta hain . Hamko sirf apne blog ko GSC me add/submit karna hota H. Aor Sitemap banana hota hain . baki ke kaam google khud karta H
blog ke liye bhut hi jaruri keyword jiska naam hai ” Google Search Console ” . Blogging Me Safal Hone ka Yeh Hi Ek Esa Formula H . Agar aap bolte hai ki meri website search me nahi aayi . Mere blog ki post google mei kaise aaygi. Blog/website ko home page me kaise laye E.T.C Toh Iska Ek Hi Jabab Hoga ki Google search console Ke Rule Sahi Traha Se Follow Karo . Sahi Trha Se Sitemap Banaye Aor Quality post likhe
GSC hamare site ke liye bhut kaam ka account hain . isse hamare site ka traffic badhta H. Blog ki nayi post jaldi search mei aa jati H . Hamare website Ki Alexa rank acchi hoti Hai ETC .
sitemap ek file hoti h jo hamare site ki post ko crawl karke search mei dikhati hain .

New Blog Ka Sitemap Kaise Banaye
1)
Sabse Phele google search console ki site parwww.google.com/webmaster

2)
Ab Apne usi gmail id se Login kare Jisse Aapka Blog Bana huaa Hi .
Note:-
Ho Satka Hain Aapko Login karne ki Jarurat Hi naa ho kyu ki Agar Aap blogger mei use kiya huaa gmail use kar rahe honge toh aap seedhe Google Search Console Ke ” Dashboard ” Par Pauch jaynge. Kyu ki Google Search Console bhi Google ki hi Sarvice hain.
3)
Ab log in hone ke baad aapke samne search Console ka Dashboard hoga.

Ab Isme ” Add A Property ” Par Click Kare
4)
Ab aapke samne ek Popup Box khulega

Ab Isme Apne Blog/website Ka Addresh ” http ” Ke sath bhare. Aor ” Continue ” Par Click Kare.
5)
Ab Aapke Samne Ek New window khulegi jisme Ek Message show hoga. Jisme bataya jayga ki aapki property add ho chuki hain .
Abhi Page Ko Close Nahi karna hai kyu ki abhi aapko Apne website Ka sitemap bhi submit karna Padega.
Blog/Website Ka sitemap kaise Submit karte hai
Isme aapko Phele “Crawl” Par click Karna H . Fir ” Sitemap ” Par click kare.
6)
Ab Property ki Traha ek Box Khulega Jisme Sitemap add karna hain
Is box Mei aapko ” Sitemap.xml ” Bharna Hai. Aor ” Submit Sitemap ” Par Click Kare.

7)
Ab Ek ” Refresh The Page ” show hoga

” Refresh The Page ” par Click Kare.
Ab Aap Dekh Sakte Ho Ki aapki kitni post submit ho gayi hai aor kitni pending mei Hogi

Share this

Related Posts

Previous
Next Post »

Thnx