Search

post copy hone se roke

Hello Blogger, Agar aapka blog hai or aap mhanat karke badiya post uspar dallte hai to aap ye bilkul nahi chahege ki koi aapki post ko copy karke apne blog par daal de..Me Phele hi bata chuka hu kiDusre ki website se copy karne ke kya kya faiode hai or kya kya Nuksan, agar aapne wo post nahi padi hai to aapko padni chaiye.Jan ham koi Post likhte hai to uske liye phele ham uski puri jankari jutate hai sab jabha se or fir usko ache se acha karke apne visitor seshare karte hai jisse unki help jo sake.. Par Kuch New Blogger jinko uski jada jankari nahihoti wo kya karte hai disre jo bhi blog hote haiunki post ko copy karke apne blog me dalte hai, or unko lagta hai ki jada post hogi to jada visitor aayege or usse jada income hogi.. par aesa hota bilkul bhi nahi hai.To Aaj ham is post me janege ki ham kaise logo ko hamari post ko copy karne se rok sakte hai.. Copy karne se rokne ke bhut se tarike hai..1.Mouse ka Right Click Disable kar sakte hai2.Text ko select Disable kar sakte hai3.Ctrl+UDisable kar sakte hai4.Credit link add kar sakte hai agar koi copy kare to.5.Agar koi copy kare to usko warning Message de sakte hai.6.Image me Watermark add kar sakte hai.7.Agar koi fir bhi copy kar leta hai to ham uski Report Google me karke usko Delete bhi karwa sakte hai.To dosto ab aap samaj hi gaye hoge ki agar aap mhanat karke apni post publish karte ho to usko kaise bacha sakte ho.To Chaliye Jaante hai kaise ham Apne blog me logo ko hamare ji post hai unke text ko select karne se rok sakte hai taki wo usko copy na kar sake.Website me Text slection ko Disable kaise kareYe karna bhut hi aasan hai, iske liye sirf hameek CSS ka code hai jo hame hamare blog ke home page me add karna hai.. to chaliye dekhte hai konsa code hai or kaha add karna hai.Agar aap chate hai ki aapke blog me ek sabd bhi copy naa ho to aap is code ko add kare



Yaha par apna text ya code likhe
12345678910111213141516<style>body{-webkit-user-select:none;/* Chrome all / Safari all */-moz-user-select:none;/* Firefox all */-ms-user-select:none;/* IE 10+ */-o-user-select:none;user-select:none;}.post blockquote,table{-webkit-user-select:text;-moz-user-select:text;-ms-user-select:text;user-select:text;}</style>
ye jo dusra wala code hai, isko add karne ke baad ham jo bhi text blockquoteme add karege usko select karke copy kiya ja sakega..Ab jo CSS ka code hai usko blog me add karna hai..Blogger me kaise CSS Code add karte hai uski jankari yaha hai. or WordPress me bhi Text widget add karke usme is code ko add kar saktge hai.To Dosto aap is trha aasani se apni post ke text ko select karne se rok sakte ho.. jisse logaapki post copy na kare.. par sabse jaruri to hai ki jo copy kar raha hai usko samaj me aaye ki copy karne se koi faida nahi hai.. fir bhi ham jitna hamari taraf se kar sakte hai unta to hame karna hi chaiye.Ye post bhi pade:

Share this

Related Posts

Previous
Next Post »

Thnx