Search

Blogger Navbar kya hai aur Use Kaise Hataye

Blogger kyoki ek free blogging website hai. To blogger wale apne Ad karne ke liye apne jo default templates hai un par sabse upar ek Apne navbar menu laga deti hai. Lekin agar aapko Blog bilkul aisa banana hai ki wo apka hi lage free ka nahi to navbar hata dena chahiye.
Is article me mai aapko blogger ka navbar hatana sikhauga.
Navbar hatane ke liye sabse pehle apne blogger ke account me login kare
Layout par click kare


Layout wale page par jaakar
Navbar me Edit par click kare .


Edit par click karte hi ek nayi
window khul jayegi

Nayi window me:
1. OFF par click kare
2. Save Par click kare
Ab apke blog se blogger ka navigation menu hat chuka hai. Ab apka blog blogger ka nahi aapka apna personal lagega.
Agar aapko is article se sambandhit koi bhi problem hai to neeche diye gaye box me comment kare. Aapke pass is blog ke liye kuch shikayat hai ya kuch sujhaav hai to bhi hume likhe.
Thank you

Share this

Related Posts

Previous
Next Post »

Thnx