Search

Showing posts with label android. Show all posts
Showing posts with label android. Show all posts
Android Phone Me Lollipop Ya Marshmallow Kaise Install Kare

Android Phone Me Lollipop Ya Marshmallow Kaise Install Kare

Android Phone Me Lollipop Ya Marshmallow Kaise Install KareAgar Aapke Phone ka version Purana Ho gaya Aur Aap use Update karna Chahte hai to Aaj main Aapko bataunga ki kaise Aap Apne mobile phone ka Android version update kar sakte hai vo bhi bina official update ke , lekin iske liye Aapka Phone Rooted Hona Chahiye Aur Usme Custom recovery ka option Hona Chahiye .aur aapkephone hang na Hota ho nahi to aapke phoneme Lollipop ya marshmallow Update nahi hoga Aur Aapka Phone Dead bhi ho sakta hai .Agar Aapka Phone Rooted hai Aur Isme Custom recovery ka option enabled hai to aap aapne mobile me lollipop aur marshmallow install kar sakte hai , Agar aapka Mobile Rooted nahi aur custom recovery ka option nahi hai to yana se dekhe (Android Mobile Me Custom Recovery Kaise Install Kare)Android Phone Me Lollipop Ya Marshmallow Kaise Install KareAgar Aapne custom recovery install karne ke baad Aapko 2 File Download karni hogi Jis se ki Aap apne Android Version ko Upgrade kar sakte hai .*.Cyanogenmod*.GappsCyanogenmod file Jo hai Vo Apko Apne Phone ko Kitna Upgrade karna hai uske hisab Se Download karni hai .*.Cyanogenmod 13 Marshmallow*.Cyanogenmod 12 Lollipop*.Cyanogenmod 11 KitkatJis Version me Aapko Mobile upgrade karna hai usi Ka Step download kare ise Download karne ke Liye Aapko Google me Search karna padega.“cm 13 for Samsung galaxy mega 5.8“Aur Gapps ki File Apko Lollipop ya marshmellow ke hisab Se Download karni padegi . CM13 Ki File Aapko Zip me Download karni hai Aur Se lagbhag 200 Se 300 MB tak ki File Hogi . Jab Aapke Pass Dono File Download Ho jaye to in dono file ko Apne Mobile ke SD card me Dale Aur Install ke Liye aapko recovery mode me janapadega to aap pahle apne mobile Ko Power Off karde .Android Phone ko Marshmallow Update Kaise kareAb Aapko apne Mobile Ke Recovery mode me jane ke Liye Phone ko ye 3 Button Ek Sath Daba kar uske Recovery mode me ja Sakte hai .Volume up + Power Button + Home KeyAgar Aapke Mobile me ye Key Kaam nahi Karti To Google me Search karke Pata Kare Ki Aapke Mobile me Recovery mode ke Liye Kon Si Key Dabani padegi .Jaise Hi Aapka Mobile start Hoga Aapke Samne Custom recovery ke Option Aayenge.Sabse Pahle Aap Apni Stock Recovery ka backup le Le , backup par Click kare Phir Storage Select kare Aur SD Card Select Karde .Aur phir Swipe to backup ko swipe kar dijiye.Backup banne me thoda time lag saka hai ye aapke mobile ki application par nirbhar karta hai ki kitna bada backup banega.Backup Complete hote hi aapko Home ke option par click karna hai aur Aap vapis usi screen par aa jaoge janha se aapne backup ka option Select kiya Tha.Ab Install ke Option par Click karke Aapko VO “CM 13” Ki File jo thi use Select kare Aur“Swipe to Conform Flash” ko Select karke Swipe karde.

Agar Aapke Mobile Me Agar Koi Dikkat HogiTo Uske responsible Aap Khud Honge is Doran Aapka mobile Dead Bhi Ho Sakta Hai.Jab Successfully Installed Ho jaye to vapishHome page par Aayie Aur Install par Click karke Gapps ko Select karke Install karna hai. Jab ye Bhi Successfully install ho jaye to Sysem Reboot par CLick karke Use Reboot kijiye Is me Thoda Time lagega kyunki Aapne naya Android Install kiya hai to Setup hone me Time Lag sakta hai .jaise Hi Aapka Setup complete Ho jayega Aapko Normal Kuch Option ko apne hisab Se setup karna padega Jo ki naye mobile me karne padete hai  Aur Aapka Mobile ka Android Ab update Ho Chuka Hai .Read More :-
(Hindi Post)Apne College/School WiFi Ke Blocked Downloading Ko Kese Kare Unblock

(Hindi Post)Apne College/School WiFi Ke Blocked Downloading Ko Kese Kare Unblock

Hello, gyanmehack.blogspot.in in readers. Aapko sab ko fir se swagat hai Hamare iss naye post
Aap sab school me aur College me WiFi to chalate honge. Tab aapne ek chiz notice kiya hoga ki Wifi to chal raha lekin download nahi ho raha. Iska matlab yahi hai doston ki aap ke school/college ke wifi setup me uss site se downloading ko block kar diya gaya hai.


Lekin hamare pass ek esi trick hai jisse app uss blocked content ko bhi download kar sakte hai. So dhyan se padhe hamare iss post ko aur college me jake download ka maja uthaye. Hum fir se inform kar de rahe hai ki ye trick kebal educational purpose ke liye hai, kisi bhi prakar violence me



Apne College/School WiFi Ke Blocked Downloading Ko Kese Kare Unblock:-
Ye method bahat hi simple & easy hai, bas aapko ek downloader download karna hai apne PC ke liye jisse aap apne man pasand ke content download kar sakte hai apne school/college ke WiFi network par. Steps follow kare.


Steps To Unblock Blocked Downloading In School/College Wifi:
Step 1. Sabse pehle aap ye downloader,
EagleGet Downloader download & Install kare apne PC me. Uske bad installed program ko launch kare.www.eagleget.com/download/


Step 2. Abb Complete option ke samne settings icon par click kare. Uske andar media section websites monitoring ko enable karta hai. Ussi tarah baki sabke liye ye kaam karta hai like software, documents etc. etc.


Step 3. Abb jab appka download file ready ho jata hai tab ye file usko automatically detect kar leta hai aur download starts kar deta hai even baki downloaders blocked hote huye uss network par.


Extra Benifits:-
• Abb agar aap only videos download karna chahta hai to ye feature aapke kaam ayega.
• Agar aap ek alternative Internet Download Manager chahte hai tab bhi ye process aapke kaam ayega.

Step 1. Download karne ke liye Eagleget open kare aur configuration pe click kare.


Step 2. Abb app Monitoring tab pe jaye, uncheck kare Universal Capture Mode ko, Abb Automatic downloading the file types list ko empty chod de.


Abb aapka kaam ho gaya, abb computer restart kare ya fir settings ko dekhe sab kuch thik hai ki nhi. Abb app koi bhi website visit karke content download kar sakte hai.


So , ye rahi aapki Apne College/School WiFi Ke Blocked Downloading Ko Kese Kare Unblock trick. EagleGet Downloader ko aap ek downloader ke tarah bhi use kar sakte hai aur ek IDM ke tarah bhi use kar sakte hai. Agar kahi bhi kuch bhi problem huyi to niche comment box pe comments kare. Ek bar fir bta de rhe hai Ye Trick kebal Educational Purpose ke Liye hai, kisi Bhi Prakar Violence me gyanmehack.blogspot.in ka koi Lena dena nahi

Paid Android App Ya Game Ko Free Me Download Kaise Kare

Paid Android App Ya Game Ko Free Me Download Kaise Karemaine apni pichli post me ye btaya tha ki apne mobile ko root karke playstore par fake payment kaise karte hai aur aaj mai aapko ye bataunga ki playstore par kisi bhi app ya game ko free me kaise download kare yani paid android apps ko free me kaise download kare Dosto aapne dekha hoga ki jab hum kisi atche softwere ya game ko download karna chahte hai to uske badle hame payment karna padta hai lekin aaj mai aapko ye batunga ki usi apps ya game ko free me download karne ka tarika wo bhi apne mobile ko root kiye binaisme apne mobile ko root karne ki koi jarurat nahi haiAb mujhe aapko ye batane ki jarurat hai ki ye kaise hota hai android app ko free me download karne ke liye appko ek softwere download karna hoga Blackmart ka jo aapko google par free me mil jayega ya aap yaha se bhi download kar sakte hai isme hota ye hai ki jo app ya game playstore par paid karne par milte hai ye bhi playstore jaisa hi app hai lekin yaha parsare app ya game free me milta hai

Blackmart App Kaise Download KareBlackMart App Free me download kare yahaapp

Blackmart App Kaise Download KareBlackMart App Free me download kare yaha seDownload Hereisme aapko sarre apps ya games free me milegaisme aap apna bhi apps bnake free me isme upload kar sakte haiaur aapko isme se koi softwere download karne ke liye kisi ragistration ki jarurat nahihaiaur yaha se sare app fast and free download hogaBlackMart App Kaise Use Kare:Sabse pehle aapko yaha se blackmart appdownload karke install kareAb aapko ise open karna hai uske bad isme aap jo bhi app ya game free me download karna chahte hai wo aap search kareuske bad aapka softwere ya game aajayega usper aap click kare uske bad install ka option aayega aap install par click kareuske jab aapka apps ya game download hojaye to aap use install karke use kar sakte haiNote:Dosto mai aap logo se ye nahi kehtahu ki aap aisa kare kyoki ye illegal store haiagar aapko wo app ya game jyada pasand hai to wo aap playstore se hi download kareTo dosto mujhe intjar rahega ki ye post aapko kaisa laga comment me apna jawabjarur de aur mere site ke facebook page kolike karna naa bhule

Teenpati unlimited chips

Hello dosto,
Bahut logo ne mujhse gujarish ki ki octro teen patti me unlimited chips yane ki octro teen patti ko hack kaise karte hai main

(Recharge Service Added) Team Triumph App- मोबाइल से घर बैठे असीमित पैसे कमाए

आज मैं आपको एक आसान तरीका बता रहा हु
जिससे आप घर बैठे बैठे पैसे कमा सकते है। आपको सिर्फ एक एंड्रॉयड मोबाइल की जरूरत है

Recover Deleted Facebook Message, Photo And Video

Facebook Users ke liye ye bahut useful tricks hai. Facebook ki population aaj world ke bahut se country se adhik hai. Iske users ki population billions me hai.

Android Smartphone Me Downloading Speed Kaise Increase Kare

Home » ANDROID » Android Smartphone Me Downloading Speed Kaise Increase Kare
Android Ka Download Speed Boost Kare
Kya aap android phone me slow internet downloading speed se pareshan hai? Kya aap bhi downloading speed increase karna chahte hai? Android mobile me
Top 35 Hindi Attitude Status Whatsapp And Facebook Ke Liye Hindi Mein 2016

Top 35 Hindi Attitude Status Whatsapp And Facebook Ke Liye Hindi Mein 2016

Jaisa ki hum jante hai whatsapp world ka sabse popular chat app hai, and facebook sabse adhik use kiya jane wala social networking website hai. Islye in popular networking website pe attitude dikhane ke liye apko kuch attitude status ki jarurat hai. Aaj main apne readers ke liye top attitude status post kar raha hu. Ye sabhi status hindi me hai, aap status ko social media pe share bhi kar sakte hai.

(2 Methods) Windows PC Me Connected Wifi Ka Password Kaise Pata Kare

Kya aap apne PC and Laptop ka password bhul gaye hai? Pc se connected wifi k password janne ke bahut se reasons ho sakte hai

Aadhar Card Online Correction, Update, Change Kaise Kare ssup.uidai.gov.in

Aadhar card Indian country ke logo ke liye iD proof ka kaam karta hai. Aadhar 12 digit ka unique identification number hai. Ye number sabhi aadhar card pe and uske user ka alag alag hota hai.

Idea MNP Refer Earn ₹50 Talktime

Hello Dosto,Kya aap Idea user hai,toh ye post apke liye bahut usefull hai.Idea,India ka sabse popular or acha network dene wala mobile operator company hai.Islye Idea ke customer bhi bahut hai.Idea ne apne customer ki population ko adhik karne ke liye ek offer diya hai.
Offer Ye hai ki jo bhi Idea Customer apne friends, family member ya kisi bhi other company ke number ko Idea me MNP karwayega,Idea company usye refer ke liye Rs 50 ka talktime free me degaer ka ek fayda ye bhi hai ki ,Idea MNO refer karne pe apko aur apke friend ya jiske number ko bhi apne Idea me MNP kiya hai dono ko Rs 50 ka talktime free me dega.

yellow message app 20 rs free

Yellow Messenger App new users ko Rs. 20 Free Recharge Talktime offer de raha hai. Apko sirf mere diye gaye link se Signup karna hai. Download karne pe apko Rs. 5 bonus me milega. Yellow Messenger me Signup karne ke baad apko Rs. 15 ka free talktime milega. Iska matlab apko total Rs. 20 free talktime milega. Yadi aap Yellow messenger ke old customer hai toh apko Rs. 15 ka cashback milega, lekin iske liye apko ek Survey complete karna hai.

whatsapp ka purana delete conversation kaise wapis paye

aaj mei aapko whatsapp ke delete sms ko dubara recover karna sikhayuga is se aap apne whatsapp ke purana conversation wapis pa sakte sabse pehle

Clixsense se 1000rs

Aaj mei aapko batayuga ki aap daily 1000 rs ghar bhethe kama sakte hai sabse pehleAapka www.clixsense.com per account banaye aur uske baad aap signup per click karen uske baad step 3 form ki list khuligi jisme aap ko Pura sahi fill karna Hai ab first name moin second hacker 3rd email I'd 4th country India select karle next 5th password dalna hai koi bhi ab second bhi wahi password ab create now account per click

Cctv android ko camera kaise banaye

aaj mei aapko batayuga ki kaise hum apne andoid ko cctv camera banasakte hai

airtel 500 mb 2g data

Aaj mei aapko airtel 500 mb Internet trick batayuga https://www.airtel.in/myaccount/NavigationApp?num=MobileNumber sabse pehle is link per click karen uper diye Gaye link mei apne airtel ka mobile number replace karen ab aapke airtel number pe otp 1 message aayega uspe click karna Hai ab submit pe click karna Hai ab new page per click karna yeh page aayegahttps://www.airtel.in/myaccount/NavigationApp/home.action ab aapko MSISDN code ki jarrorat padegi jise aap yaha se download karen ab mei aapko ek link deraha usme msidn code Paste karen ab code ko isme set karen http://www.airtel.in/account/3gdongle/quicklink.jso? Msisdn= code ko put karen msisdn ke piche link ko open karne ke baad aapko offer dikhega ab offer ke image per click Karo ab alnative mobile number or email I'd enter Karen ab alternative number per ek code payege otp us code ko enter Karen aapko 500 mb net free aajega

chori Kiya Hua android ya lost android kaise dhudte hai

hi everyone aap mei se bahut person ka Android chori ya fir lost ho jata hum uske wapis dudh sakte hai

Hidden file android

hello all aaj mei aapko android mei kisi bhi file aur folder kaise hide karte hai yeh sikhayuga sabse pehle aapko mei janta Hu ki aapke android mei bahut si aise chiz hai jine hum aise nahi rakh sakte a
Ab file manager per click karen aur ab show hidden file per click Karen aur yadi yeh nahi ho raha to aage ke step karen ab aapko jis file ko hidden karna hai use select karen file select karne ke liye 2 second tak click karen ab mei aapko screensshot mei Bata raha Hu
ab rename per click karen aur rename change karde aur rename ke sath(.) character jarror lagaye aur save karde aur ab aap check karke dekh sakte hai file gayab hogi ab aap hidden folder per click karde ab aap file dubara dekhne ke liye.  Hatade