Search

Android Smartphone Me Downloading Speed Kaise Increase Kare

Home » ANDROID » Android Smartphone Me Downloading Speed Kaise Increase Kare
Android Ka Download Speed Boost Kare
Kya aap android phone me slow internet downloading speed se pareshan hai? Kya aap bhi downloading speed increase karna chahte hai? Android mobile me
downloading speed increase karna humesa se ek big problem raha hai. Mene isye pahle android 3G Connection kaise Fast kare ke bare me batya tha. Aaj mai apko batunga kaise android mobile me downloading speed badhate hai. Internet ke bina android phone me kuch nahi kiya ja sakta hai.
Android me internet use karna bahut common ho chuka hai. Internet ka sabse adhik use songs, videos, games, application download ke liye hota hai. Lekin bahut se log android me download speed se satisfy nahi hote hai. Islye mene android me Internet downloading speed increase karne ka sabse acha tarika bataya hai. Aap ye post bhi read kar sakte hai
ADM Downloader Se Internet Speed Fast Kare
PC me Internet Downloader manager and android mobile me Advance Downloader manger best downloading software hai. Mai android mobile downloading karne ke liye ADM use karta hun. Last kuch years me ye sabse best application hai downloading ke liye. Ye files ko maximum parts me divide kar deta hai, jisye Internet speed boost hone lagta hai. ADm se downloading speed kaise badhaye.
Step 1. Sabse pahle apne android phone me ADm download kare.-adm
Step 2. Download karne ke baad application ko open kare.
Step 3. Phir Top Left Button pe click kare.
Step 4. Phir downloading Tab me jaye ar settings ko sahi kare.
No. of downlaods: 3
No. of threads : 9
Speed of Download Max: 9
Smart Downlaod: On
Upar ke settings ko set karne ke baad kisi bhi file ko download kare, i promise apke android ka downloading speed jarur increase hua hoga.Source

Share this

Related Posts

Previous
Next Post »

Thnx