Search

Blogger Free Template Download ke 6 Badiya Website

Kya aap Blogger/Blogspot user hai?To jarurGooglepar best templates search kiye hoge. Lekin Main aaj is post me apko batane ja rha hu top 6 websites jaha se free me templates download kar sakte hai.Waise to best lookingtemplatespaid (paisewale) hi milte haiinternetpar, aur kaafi mahange bhi hote hai. Lekin inwebsitese aap free me download kar sakege wo bhi ek se ek template.Top website List For Free Blogger/Blogspot Template
op website List For Free Blogger/Blogspot TemplatesWaise to hamne pichle post me bataya thaBlogger seo friendly Blogspot/Blogger templates. Lekin ab sath me is post me apko bataye website jo Free templates provide karti hai.
1.sora

Is website ke jyadatar templatesCSS3par bane hai jo bahut hi well looking me hote hai, aur sab templates responsive bhi hote hai.Is website me jo bhi template download kartehai uski puri detail bhi hoti hai jisme yah dekhsakte hai ki konsa templates ke kya features hai, aur sath me koi bhi templates ka live demo bhi dekh sakte hai.
2.urang

Is website ka har tempalte bahut hi unique hai, jab aap is website se template lete hai to apka blog bahut hi unique lagega aur sath melook bhi is tarah se hota hai koi nahi kah sakta hai ki ye blogger ka hi template hai.
3.deluxe

Is website se aap apne man pasand ka templatecategorywise choose karke download kar sakte hai jaise apka blog tech par hai to tech ki category ko choose kare to only tech ke hi template show hoge and music ka blog hai to music ki category ko choose kare.Ye sab category is website me left side me hai aur agar aap chahte hai ki apko kewal 3 columns ke hi templates chahiye ya kewal 3 columns ke hi templates chahiye to wo bhi aap is website me choose kar sakte hai.
pb template

4. PBtemplateIs website ki bhi yahi khasiyat hai ki koi bhi template ko category wise choose kar sakte hai.Lekin isme category ko choose karne ke option aur bh jyada hai.Jaise agar aap chahte hai ki apka footer is tarah ka ho tab aap category ko choose kar sakte hai aur sath me color, sidebars, columns and more categories se choose karke apne templates ko choose kar sakte hai..
ungo

Jaisa ki aap dekh sakte hai yah templates provide karne wali website khud ekblogspotpar bani hai, aur iska address bhi blogspot hai. Yaha se bhi aap kahi bahtarin templates free me download kar sakte hai.
4u

6. Blogtemplate4uAur in sab ke sath me ek yah bhi website hai joBlogspotke free templates provide karti hai.

Share this

Related Posts

Previous
Next Post »

Thnx