Search

Blogger Post ke liye label or Categories kaise add kare

Post ko categorise kyun karte hai.Jo log apke blog blog pe organic search se atye hai unke liye categories nahi bhi hai to chalega lekin jo apke blog ko apka URL open karke atye hai unke liye category banan jaruri hai.Nahi toh wo apke blog dubara nahi ayenge.Visitors ko chahye ki unhe har chiz asani se mil jaye.Agar unhe koi bhi post dhundne me problem hoga tohwo dubara apke blog pe kabhi nahi ayenge.Iske liye apko apne blog ko ache se navigate karna jaruri hai.Label or categories me post rakh kar aap apne blog ko ache se navigate kar sakte hai.Konsa Tool blogger me categories bananeke kam ata hai:Sirf or sirf ek hi tool hai jo blogger me categoriesbanane me help karta hai or wo hai Label.Label ek tag jiska use karke aap post ko alag alag category me rakh sakte hai.Ek post ko aap bahut sare label me rakh sakte hai.or Ek blog me aap 5000 tak ke label ya categories bana sakte hai.Aap label gadget ko apne blog me kahi bhi or jitna bar chahe use kar sakte hai.Mai apko Step by step batata hu kaise blogger me post ke liye Label gadget use karte hai.1.Blogger.compe jaye2.Ab apna blog choose kare3.Phir dashboard>>layout pe click kare4.Ab “Add a widget” ka link hoga uspe click kare.5. Ab apko “Label’ ka option dikhaye dega.Label ke samne blue color ka plus sign hoga uspe click kare6.Ab save pe click kare. apke template me Label add ho chuka hai.Mene apko bataya ki kaise Blogger post ko label ya categories me set karte ahi.Umeed hai apko gyanmehack.blogspot.in ka ye Post pasand aya hoga . Gyanmehack.blogspot.in ko email pe follow kare or latest tips or tricks pa sakte hai apne EMail pe.

Share this

Related Posts

Previous
Next Post »

Thnx