Search

EPF Balance Kaise Check Kare


Kya Aap ko pata Hai hum apna EPF balance ki jankari online le Sacte haiWO bhi apne Android mobile se .Agar Aap Android mobile use karte ho to ye service Aap ke liye hai kyukiIndian government ne Karamchariyoke liye Aise Application banai hai jiske jariye Apko Apne Fund's ki jankari by monthly Update ke jariye milti rahegi Or Aap is Application ke jariye EPF fund ka Aap Saara balance check kar sacte ho.is application ka naam EPFO hai Ap is application ko play store mai jakar Download kar sacte ho.epfo ki Application bilkul free hai Or Iska Monthly koi Charge Bhi Nahi Hai.Step 

1 Sabse Pahle is application ko Play Store se Download kijiyeStepepf


 2.Epfo ki Applications ko open kijiye ormember ko select Minute



Step 3.Ab Apko Balance/Passbook Ke options ko click minute
Jaise he App balance/Passbook ko open karoge Whan par Ab Apko apna 12digit UAN Number Dalna hai Or Phir Apko Apna register mobile number Dalna hai or Show par Click karna Ab Apke Mobile Screen par Apka pura EPF fund ka balance Apke screen par Aa Jaig

Share this

Related Posts

Previous
Next Post »

Thnx