Search

Showing posts with label wordprees. Show all posts
Showing posts with label wordprees. Show all posts

Gravatar kya hai aur Gravatar par Account kaise banaye

Humse WordPress ke naye users aksar ye question zaroor puchte hai ki ” ye blue color ka icon kya hai, jo unke naame ke aage show ho raha hai ?”
Kabhi kabhi hume is parkar ke emails bhi aate hai ki “Hum is blue icon ko kaise hide kar





Toh chaliye hum aapko is grey icon ke baare me batate hai. Is blue icon ko hum “Mystery man” gavatar ke naam ke jaante hai. Is article me hum aapko batayege ki “Gravatar kya hai aur isko use karne ka sahi tarika kya hai ? ”
Gravatar kya hai ?
Gravatar ko hum ek Globally Recoginzed Avatar kahte hai. Ye duniya bhar me isi naam se jaana jaata hai aur isko karodo log aur websites duniya bhar me use karte hai. Sabse popular websites jaise WordPress ne toh apni website ke ander Gravatar in built kiya hua hai.
Jab bhi koi website users aapki website par koi bhi comment likhta hai toh Gravatar usko support karke, apne Globally Reconginzed Avatar, jo ki Gravatar servers se connected hai, waha par bejta hai. Iske baad kiye gaye comment ke samne user ki picture show hone lag jaati hai. Ye sabhi commenter ki identity world wide web ke though publicly kar deta hai.

Sabse pehle aapko Garvatar.com Garvatar.com


par jaana hoga. Jo ki Gravatar ki official website hai.

Official website par jaane ke baad aapke samne website ka Home Page khul jaayga, jis par aapko Create Your Own Gravatar par click karna hoga.


Next page me aapke samne ek form bana hua aa jayga, jisko aapne bilkul sahi sahi fill karna hai.
E-mail Address : Isme aap apna E-mail address daal sakte hai.
Username : Apna username fill kare.
Password : Apna Password fill kare ( Ye aapki email id ke password se alag bhi ho sakta hai )
Uper di gayi details fill karne ke baad Gravatar aapko ek
confirmation mail send karti hai.



Isme aapko Activate Account par click karne isko activate karna bhi hota hai.

Jaise hi aap Activate Account par click karte ho toh aapke samne ek form bana hua aa jaata hai. Is form me aap apni Gravatar ID me login karne ke liye aapna
E-mail ya Username fill karoge aur uske baad apko apna
password fill karna hoga.

Next page me aapke samne 2 link diye hue hoge. Agar aap apne E-mail Address change karna chahte ho toh aap Add email address par aur agar aap apni image add karna chahte hai toh, Add a new image par click kar sakte hai.


Add new image par click karne ke baad aapke samne is type ka ek page open ho jayga, jisme aapke samne 4 type ke option aa jaate hai.
Upload new : Isme aap apni abhi ki image upload kar sakte ho, jo ki aapne pehle kabhi na ki ho.
From URL : Isme aap apni image ka URL bhi daal sakte ho.
Past uploads : Is Option me aap apni phele use ki hui pictures ko dobara se add kar sakte ho.
From webcam : Isme aap apni webcam se click ki hui picture ko add kar sakte ho.
Hum isme Upload new par click


Upload new option par click karne ke baad next step me aapko Choose File par click karna hoga.

Jaise ki uper dikhaya gaya hai ki humne apni image choose kar li hai. Iske baad aapko Next par click karna hai.


Next page me aapke samne ek form aa jayga, jisko aapne bilkul sahi shai fill karna hai.
First/Last name : Apna poora naam First me real name aur Last me surname fill kare.
Full Name : Apna poora naam fill kare.
Display Name : Wo naam daale jisko ki aap chahte hai ki wo naam aapki image ke samne dikhe.
Location : Isme aap apni location daal sakte hai.
About Me : Apne baare me kuch bhi fill kar sakte hai. Ex. aapka kya pasand hai, aap kis type ke person hai, aapka occupation kya hai ? etc.
Right hand side me diye gaye options ko bhi aap choose kar sakte hai.
Ab aapki Gravatar par Id bankar bilkul tyaar hai.
Toh dekha aapne kitna asaan hai gravatar par Id banana, toh zaldi se humare dwara bataye gaye steps ko follow kijiye aur dijiye apne comment ke samne apni image.
Agar aapke koi sujaav ya samsya hai toh aap humne neeche diye gaye comment box me bata sakte hai.
Thank you,