Search

Punjab National Bank Me Mobile Banking Kaise Activate Kare

Internet Banking or Mobile Banking se hum Balance enquiry, transaction, payment, credit application etc kar sakte hai. PNB India ki sabse achi bank me se hai. SBI ki tarah PNB ne bhi customer ke liye Mobile banking service start kiya hai. Mobile banking service ko start karne ki wajah
smartphones users hai. Smartphones users ke numbers me badhat ho rahi hai, islye PNB ne mobile banking ko launch kiya hai. Mobile Bnaking ke 3 model hai: PNB Mobile Banking
Mobile Brokage
Mobile Accounting
Mobile Financial Information
Aaj sabhi banks ye 3 service de rahi hai. Ye banking service ko easy karta hai. Mobile banking ko hum kahi bhi apne mobile se use kar sakte hai.
PNB Mobile Banking Kaise Activate Kare
Step by step jane kaise PNB me mobile banking service start kiya jata hai.
Step 1 . Android Mobile PNB application download and install kare.
Step 2 . Application ko open kare. Apse User iD pucha jayega. Apke pas User iD nahi haihttps://mobile.netpnb.com

Step 3 . Website open hone ke baad Online User Registration pe click kare.
Step 4 . Apke mobile screen me Term and Condition page open hoga. Page ko scroll down kare, Continue pe click kare.
Step 5 . Apse apka PNB account Number, Mother’s name, Date Of Birth pucha jayega. sabhi jankari sahi se fill up kare.
Step 6 . Choose Facility me View and Transfer pe click kare. Phir Next pe click kare.
Step 7 . Account information Fillup karne ke baad apke Registered Mobile number pe 6 digit ka OTP code ayega. Code ko use karke Mobile number verify kare.
Step 8 . Next page open hone ke baad ATM card se apna Debit card number type kare and Second box me ATM PIN type kare. Phir
Next button pe click kare.
Step 9. Sign-On Password, Transaction Password & SMS Password tab ko fillup kare. Sign On Password and Transcation password me kuch special characters use karne honge jaise @#$%^& . SMS passwords sirf four digit ka hona cahahye.
Step 10. Upar ke step ko complete karne ke baad Submit pe click kare.
Step 11. Congratulations!!!! apne sucessfully PNB me mobile banking ke liye registration kar diya hai.

Share this

Related Posts

Previous
Next Post »

Thnx