Search

Blogger Me Default Hyperlink Color Kaise Use Kare

Blogger Me Default Hyperlink Color Kaise Use Kare
Har blogger apne blog ko behtar look dena chahata hai. in thats point mai aapko btaunga ki “Blogger Me Default Hyperlink Color Kaise Use Karte hai” Default Hyperlink Color blog post me jo link hota hai use kahte hai. is post ki madad se aap apni manpasand ka color use kar sakte ho.
Default Hyperlink Color Kya Hai?
blog me post likhte time hum post me jo dusri posts ke link add karte hai use Default Hyperlink Color kahte hai. isme do color rahte hai. first jab visitors link par mouse lata hai. tab change hota hai. second jab koi visitors link par click karta hai. tab change hota hai. mai aapko yaha aysi trick bta raha hu jiski madad se aap post link ke sath sath blog home page par post title ka color bhi change kar sakte ho.
Default Hyperlink Color Kyo Use Kare?
sabhi blogger apne blog ko alag apni pasand ka look dena chahate hai. shayad aap bhi chahate honge.
hyperlink color acha hoga to aapke visitors link pr jarur click karenge. aapke blog post ka lok behtar hoga. isliye log jada se jada use pasand karenge. aapke blog par visitors badhenge.
Blogger Me Default Hyperlink Color Kaise Use Karte hai?
1. Blog ke Dashboard >> Template >> Edit html par click kare.
2. ab html box me kahi bhi click karke Ctrl+F dabaye or “ visited “ code search kare.
3. agar aap “ visited ” code search na kar paye to is code me se koi bhi code search kare.
1. a {color:#4db2ec;text-decoration:none;}
2. a:hover{color:#4db2ec;text-decoration:none;}
3. a:visited{color:#4db2ec;text-decoration:underline;}
4. aapko yaha sirf color ka codechange karna



1. hyperlink color first me kaisa dikhna chahiye.
2. jab visitors link par mouse laye to color kaisa hona chahiye.
3. jab visitors link par click kare to color kaisa hona chahiye.
ab aapko ye to pata chal gaya hai ki aapko yaha kya karna hai. magar ek problem hai. aap apni pasand ka color to link me set karna chahate ho par aapko us color ka code nahi pata. chalo isme bhi mai aapki madad karunga.
Apni Pasand Ke Color Ka Code Kaise Pata Kare?
maine kisi bhi color ka code pata karne wala ek genraror banaya hua hai. aap iski madad se apne pasand ke kisi bhi color ka code pata kar sakte hai. to yaha click karke apni pasand ke color ka code pata kare or hyperlink me use kare.
Hello Blogger, aaj mai aapko aysi trick bta raha hu jiski madad se aap apni template me apni pasand ka color set kar sakte ho. is generater ki madad se aap kisi bhi color ka code bana sakte ho. agar aap apne blog ko behtar look dena chahate hai to aap is generater ki madad se apne blog ko castomise kar sakte ho. aap apni pasand ka color select karke uska code pata kar sakte hai or apne blog me use kar sakte hai.

Apni Pasand Ke Color Ko Code Me Kaise Badle?
mai yaha aapko color code genrator ko use karne ki kuch tips bta raha hu. jinki help se aap aasani se genrator ko use kar sakte hai.
Color code genrator par jane ke liye yaha click kare
1. Brightness/Saturation
Yaha par aap color ko kam jada kar sakte hai. aapko jaisa color paste hai aap waha par click kare. aap jaise hi yaha par left button daba kar mouse ko ghumaye or color select kare.
2. Hue
Jo color aapko pasand hai. aap yaha select line ko upar niche kar kar color selct kare.
3.Swatch
ye box aapko wo color dikhate hai jo aapne Hue me select kiya hai.
4. Hue, Saturtion, Brightnessyaha Hue, Saturtion, Brightness ke samne inka persent show hota hai. jo aapki color choonne me madad karta hai.
5. Red, Green, Blue
Kounsa color kitna paresent hai ka pata chal jata hai.
6. Hex
apna color choon ne ke bad uska Html code yaha se copy kar le.
aasha hai aapko ye generater pasand aaya hoga. agar ha to aap bhi meri site ko apne dosto ke sath share kar ke meri madad kar sakte hai

Share this

Related Posts

Previous
Next Post »

1 Comments:

Comments
16 October 2017 at 19:33 delete

ye post copyright hai jummedeen khan ki supportmeindia site se li gayi aur image bhi usi ki hai

Reply
avatar

Thnx