Search

Blogger Featured Post Gadget Add kare

HelloBlogger, agar aapka blog Blogger.com par hai to aapke liye ek khus khavri hai, Featured Post Gadget bhi add kar sakte hai ab blog me, jiski madad se aap apni pasand ki post home page par dikha sakte hai.Kya Hai Featured Post?Featured Post blogger ka ek gadget hai, iski madad se ham apne blog ki kidi bhi post ko sidebar me dikha sakte hai.Widget kuch is prakar ka hai –1.Post ka Titledikhta hai.2.Post ka ChotaDiscription.3.Post ki PheliImage.or Blog me kuch is prakar ka dikhega –Kya Faida hai Featured Post Use karne ka.ye to aap jante hi hopge ki regualr post karna kitna jaruri hai, har blog ke liye.. Par bhut bar hota hai ham koi achi post publish karte hai, or uske baad kuch or post karte hai.. to hota ye hai ki jo hamari achi post hai jisko hamare readers ko padna chaiye wo niche chali jati hai or wo usko pad nahi pade..Featured Post widget ki madad se ham hamari badiya post ko add karke side bar me dikha sakte hai, isse hamare visitor tak hamari important post phuch jati hai.Also Add: Blogger Popular Post WidgetKaise Add kare Featured Post WidgetWidget ko add karna bhut hi aasan hai, simple aap meri steps ko follow kare.


.Step 1:Sabse phele apneBloggeraccount me login kare fir apne blog kedeshboardme jaye.Step


2:Blog kelayoutme jaye firAdd a Gadgetpar click kare.Step


3:Ab Gadget me seFeatured Postselect kare.Ste

4:Ab jo Page khulega usme hame Widgetki setting karni hai.


1.Widget TitleDale.
 jo abhi Featured Post hai.. aap chahe ho isko change kar saktehai ya fir khali bhi rakh sakte hai.
2.Jo Widget hai usmePost Titledikhana hai to Tik kare.
3.Widget me Post kiImagedikhani hai to Tik kare,
4.Apni Blog ki kisPostko Widget me add karna chate hai select kare.
5.AB Widget kesa dikh raha hai wo aapPreviewme dekh sakte hai
.6.Sab setting karne ke baadSavepar click kare.Is trha aap aasani se Featured Post Widget ko apne blog me add kar sakte hai, or apni pasand ki post apne visitor ko dikha sakte hai.Ye Kuch or Widget jo aapke Blog me hona chahiye aur ho gya

Share this

Related Posts

Previous
Next Post »

Thnx