Search

SEO Kya Hota Hai ( Search Engine Optimization In hindi

Agar aap ek new blogger H toh abhi aap iske baare me anjaan hai aor aap Isske bina blogging me success nahi ho sakte hai. SEO Ek Marketing Service Tool Hai Jiska Work Hota Hai Keyword Ko Optimization Karna . Kya Hai Aor Iss SEO Techniques ko Kaise Use Kare Iske Baare Me Ham Aage Janenge . Yeh Ek Business Ki Traha Kaam Karta Hain . Isko Use Karne Par Hame Content Benefit Bhi Milega . Digital Marketing Me Iska Kaam Google me First Page par Aane ke liye Karte H Aor Iski Unlimited Guide Hai
Yeh Ek Esi Vidi Hain Jiske Duaara Ham Google Ke First Page Tak Pauch Sakte Hain. Bhut se logo Ke Man Me sawaal Hota Ki How It Work ( Kaise kaam karta hain ) . Dhayn Rakhe ki Kishi Bhi Galti Ki Wajha Se Ye Hamare liye Danger Bhi Ho Sakta Hi . Jiske jimmedar ham Khud Honge . Ex ke liye Po..n Jaise site se Navigate Backlink Recive karna . Aor Bhi Bhut Saare Karan Ho Sakte hi . Lekin Hamko Ise hamesa Thik Rakhna Rakhna Hoga . Nahi Toh Hamari Site Kishi Kaam Ki Nahi Rahegi . Aage Mai aapko Sabkuch Bataunga

Aaj Tak Kishi Bloggers Ke Paas Iski Puri Nahi Milegi . Aor Jo Successful Bloggers Honge Wo Isko Badhiya Tarike Se follow Karte Ha . Kyu Ki Naye Bloggers isse Anjan Hote H . Agar Aap Bhi New Hain Toh Aapko bhi Isse Samajna Hoga
SEO Kya Hota Hai ( Search Engine Optimization In Hindi )
Blogging me success hone ke sirf 2 Mantra hain
1. Blog Ko optimized karna
2. Blog ka traffic
Agar Website User Friendly Hogi Toh Traffic badhiya hoga. Blog me badhiya karne ke liye aapko best kuch tips hindi me janne ki jarurat hogi .
IsKa Kya Fayda Hain ??
Ab aapko jayada batane ki jarurat nahi kyu ki mai aapko bata chuka hi hu . Total kehne ka matlab h ki agar aap blogging paisa kamane ke liye kar rahe ho toh aapko apne blog ko puree traha se User friendly banana hoga.
Ab site ko friendly banane ke bhut tips hai jinko use karke aap blog seo friendly bana sakte hain.
Ex ke liye
Blog ko google , bing , yahoo me submit karna ??
Search engine ( google ) me blog ka sitemap submit verify karna ??
Apne website ki post ko social media par share karna ??
Blog ko dusre blogs ke sath acche samand banana ??
Issi traha Bhut tariko ko follow karke aap blog ka traffic badha sakte hain.
SEO Ke 2 Pirkar H .
1. Onpage SEO
A. White Hat SEO
B. Black Hat SEO
A. White Hat SEO kya hota hain
White hat blog ko sahi raste par le jane ka opation hota H . isme ham site ka traffic badhane ke liye alag -2 opation chunte hai .
White hat ke kuch ex :-
* Not Copyright
* Search Engine guide
* Quality post
* Sharing post
B. Black Hat kya hota hain .
BlaCk Hat hamare blog par nagetive prabhab dalta hai jiske jimmedar ham khud honge .
Ex :-
* Copyright post dalna !
* Search engine guide unfollow karna !
* Meta tag add nahi karna
* Ek post ko 2 bar public karna
Ab Aapko SEO ke Baare Me Kuch Toh Samaj aaya Hi Hoga . Agar Aapke man Me Koi Sawaal H Toh Comment Karke Puch Sakte H . Dusre New Bloggers Ke Sath Isse Share Jarur Kare .
Yeh Bhi Padhe –

Share this

Related Posts

Previous
Next Post »

1 Comments:

Comments

Thnx