Search

Showing posts with label android. Show all posts
Showing posts with label android. Show all posts
Android Phone Me Lollipop Ya Marshmallow Kaise Install Kare

Android Phone Me Lollipop Ya Marshmallow Kaise Install Kare

Android Phone Me Lollipop Ya Marshmallow Kaise Install KareAgar Aapke Phone ka version Purana Ho gaya Aur Aap use Update karna Chahte hai to Aaj main Aapko bataunga ki kaise Aap Apne mobile phone ka Android version update kar sakte hai vo bhi bina official update ke , lekin iske liye Aapka Phone Rooted Hona Chahiye Aur Usme Custom recovery ka option Hona Chahiye .aur aapkephone hang na Hota ho nahi to aapke phoneme Lollipop ya marshmallow Update nahi hoga Aur Aapka Phone Dead bhi ho sakta hai .Agar Aapka Phone Rooted hai Aur Isme Custom recovery ka option enabled hai to aap aapne mobile me lollipop aur marshmallow install kar sakte hai , Agar aapka Mobile Rooted nahi aur custom recovery ka option nahi hai to yana se dekhe (Android Mobile Me Custom Recovery Kaise Install Kare)Android Phone Me Lollipop Ya Marshmallow Kaise Install KareAgar Aapne custom recovery install karne ke baad Aapko 2 File Download karni hogi Jis se ki Aap apne Android Version ko Upgrade kar sakte hai .*.Cyanogenmod*.GappsCyanogenmod file Jo hai Vo Apko Apne Phone ko Kitna Upgrade karna hai uske hisab Se Download karni hai .*.Cyanogenmod 13 Marshmallow*.Cyanogenmod 12 Lollipop*.Cyanogenmod 11 KitkatJis Version me Aapko Mobile upgrade karna hai usi Ka Step download kare ise Download karne ke Liye Aapko Google me Search karna padega.“cm 13 for Samsung galaxy mega 5.8“Aur Gapps ki File Apko Lollipop ya marshmellow ke hisab Se Download karni padegi . CM13 Ki File Aapko Zip me Download karni hai Aur Se lagbhag 200 Se 300 MB tak ki File Hogi . Jab Aapke Pass Dono File Download Ho jaye to in dono file ko Apne Mobile ke SD card me Dale Aur Install ke Liye aapko recovery mode me janapadega to aap pahle apne mobile Ko Power Off karde .Android Phone ko Marshmallow Update Kaise kareAb Aapko apne Mobile Ke Recovery mode me jane ke Liye Phone ko ye 3 Button Ek Sath Daba kar uske Recovery mode me ja Sakte hai .Volume up + Power Button + Home KeyAgar Aapke Mobile me ye Key Kaam nahi Karti To Google me Search karke Pata Kare Ki Aapke Mobile me Recovery mode ke Liye Kon Si Key Dabani padegi .Jaise Hi Aapka Mobile start Hoga Aapke Samne Custom recovery ke Option Aayenge.Sabse Pahle Aap Apni Stock Recovery ka backup le Le , backup par Click kare Phir Storage Select kare Aur SD Card Select Karde .Aur phir Swipe to backup ko swipe kar dijiye.Backup banne me thoda time lag saka hai ye aapke mobile ki application par nirbhar karta hai ki kitna bada backup banega.Backup Complete hote hi aapko Home ke option par click karna hai aur Aap vapis usi screen par aa jaoge janha se aapne backup ka option Select kiya Tha.Ab Install ke Option par Click karke Aapko VO “CM 13” Ki File jo thi use Select kare Aur“Swipe to Conform Flash” ko Select karke Swipe karde.

Agar Aapke Mobile Me Agar Koi Dikkat HogiTo Uske responsible Aap Khud Honge is Doran Aapka mobile Dead Bhi Ho Sakta Hai.Jab Successfully Installed Ho jaye to vapishHome page par Aayie Aur Install par Click karke Gapps ko Select karke Install karna hai. Jab ye Bhi Successfully install ho jaye to Sysem Reboot par CLick karke Use Reboot kijiye Is me Thoda Time lagega kyunki Aapne naya Android Install kiya hai to Setup hone me Time Lag sakta hai .jaise Hi Aapka Setup complete Ho jayega Aapko Normal Kuch Option ko apne hisab Se setup karna padega Jo ki naye mobile me karne padete hai  Aur Aapka Mobile ka Android Ab update Ho Chuka Hai .Read More :-
(Hindi Post)Apne College/School WiFi Ke Blocked Downloading Ko Kese Kare Unblock

(Hindi Post)Apne College/School WiFi Ke Blocked Downloading Ko Kese Kare Unblock

Hello, gyanmehack.blogspot.in in readers. Aapko sab ko fir se swagat hai Hamare iss naye post
Aap sab school me aur College me WiFi to chalate honge. Tab aapne ek chiz notice kiya hoga ki Wifi to chal raha lekin download nahi ho raha. Iska matlab yahi hai doston ki aap ke school/college ke wifi setup me uss site se downloading ko block kar diya gaya hai.


Lekin hamare pass ek esi trick hai jisse app uss blocked content ko bhi download kar sakte hai. So dhyan se padhe hamare iss post ko aur college me jake download ka maja uthaye. Hum fir se inform kar de rahe hai ki ye trick kebal educational purpose ke liye hai, kisi bhi prakar violence me



Apne College/School WiFi Ke Blocked Downloading Ko Kese Kare Unblock:-
Ye method bahat hi simple & easy hai, bas aapko ek downloader download karna hai apne PC ke liye jisse aap apne man pasand ke content download kar sakte hai apne school/college ke WiFi network par. Steps follow kare.


Steps To Unblock Blocked Downloading In School/College Wifi:
Step 1. Sabse pehle aap ye downloader,
EagleGet Downloader download & Install kare apne PC me. Uske bad installed program ko launch kare.www.eagleget.com/download/


Step 2. Abb Complete option ke samne settings icon par click kare. Uske andar media section websites monitoring ko enable karta hai. Ussi tarah baki sabke liye ye kaam karta hai like software, documents etc. etc.


Step 3. Abb jab appka download file ready ho jata hai tab ye file usko automatically detect kar leta hai aur download starts kar deta hai even baki downloaders blocked hote huye uss network par.


Extra Benifits:-
• Abb agar aap only videos download karna chahta hai to ye feature aapke kaam ayega.
• Agar aap ek alternative Internet Download Manager chahte hai tab bhi ye process aapke kaam ayega.

Step 1. Download karne ke liye Eagleget open kare aur configuration pe click kare.


Step 2. Abb app Monitoring tab pe jaye, uncheck kare Universal Capture Mode ko, Abb Automatic downloading the file types list ko empty chod de.


Abb aapka kaam ho gaya, abb computer restart kare ya fir settings ko dekhe sab kuch thik hai ki nhi. Abb app koi bhi website visit karke content download kar sakte hai.


So , ye rahi aapki Apne College/School WiFi Ke Blocked Downloading Ko Kese Kare Unblock trick. EagleGet Downloader ko aap ek downloader ke tarah bhi use kar sakte hai aur ek IDM ke tarah bhi use kar sakte hai. Agar kahi bhi kuch bhi problem huyi to niche comment box pe comments kare. Ek bar fir bta de rhe hai Ye Trick kebal Educational Purpose ke Liye hai, kisi Bhi Prakar Violence me gyanmehack.blogspot.in ka koi Lena dena nahi

Paid Android App Ya Game Ko Free Me Download Kaise Kare

Paid Android App Ya Game Ko Free Me Download Kaise Karemaine apni pichli post me ye btaya tha ki apne mobile ko root karke playstore par fake payment kaise karte hai aur aaj mai aapko ye bataunga ki playstore par kisi bhi app ya game ko free me kaise download kare yani paid android apps ko free me kaise download kare Dosto aapne dekha hoga ki jab hum kisi atche softwere ya game ko download karna chahte hai to uske badle hame payment karna padta hai lekin aaj mai aapko ye batunga ki usi apps ya game ko free me download karne ka tarika wo bhi apne mobile ko root kiye binaisme apne mobile ko root karne ki koi jarurat nahi haiAb mujhe aapko ye batane ki jarurat hai ki ye kaise hota hai android app ko free me download karne ke liye appko ek softwere download karna hoga Blackmart ka jo aapko google par free me mil jayega ya aap yaha se bhi download kar sakte hai isme hota ye hai ki jo app ya game playstore par paid karne par milte hai ye bhi playstore jaisa hi app hai lekin yaha parsare app ya game free me milta hai

Blackmart App Kaise Download KareBlackMart App Free me download kare yahaapp

Blackmart App Kaise Download KareBlackMart App Free me download kare yaha seDownload Hereisme aapko sarre apps ya games free me milegaisme aap apna bhi apps bnake free me isme upload kar sakte haiaur aapko isme se koi softwere download karne ke liye kisi ragistration ki jarurat nahihaiaur yaha se sare app fast and free download hogaBlackMart App Kaise Use Kare:Sabse pehle aapko yaha se blackmart appdownload karke install kareAb aapko ise open karna hai uske bad isme aap jo bhi app ya game free me download karna chahte hai wo aap search kareuske bad aapka softwere ya game aajayega usper aap click kare uske bad install ka option aayega aap install par click kareuske jab aapka apps ya game download hojaye to aap use install karke use kar sakte haiNote:Dosto mai aap logo se ye nahi kehtahu ki aap aisa kare kyoki ye illegal store haiagar aapko wo app ya game jyada pasand hai to wo aap playstore se hi download kareTo dosto mujhe intjar rahega ki ye post aapko kaisa laga comment me apna jawabjarur de aur mere site ke facebook page kolike karna naa bhule

Teenpati unlimited chips

Hello dosto,
Bahut logo ne mujhse gujarish ki ki octro teen patti me unlimited chips yane ki octro teen patti ko hack kaise karte hai main

(Recharge Service Added) Team Triumph App- मोबाइल से घर बैठे असीमित पैसे कमाए

आज मैं आपको एक आसान तरीका बता रहा हु
जिससे आप घर बैठे बैठे पैसे कमा सकते है। आपको सिर्फ एक एंड्रॉयड मोबाइल की जरूरत है

Recover Deleted Facebook Message, Photo And Video

Facebook Users ke liye ye bahut useful tricks hai. Facebook ki population aaj world ke bahut se country se adhik hai. Iske users ki population billions me hai.