Search

Gmail delete


Apne Gmail Ya Google Account Ko Hamesha Ke Liye Kaise Delete Kare uski puri jankari aaj me aaplogo ke sath share karung gi. Dosto hum to jante he hain ke gmail par account kaise karte hai agar nehi jante hain to iss post ko dekhiye " Gmail Par Account Karke Email Id Kaise Banaye ". Gmail ek bohuti popular hain or iss product bhi google ka hai. Dosto agar aap aapne gmail ya google account ko ekdom se delete karna chahati ho to iss post ko dekh kar aap apne gmail account ko asan tarike se delete kar sakti ho. Account delete karne ke bohuti karon ho sakti hai jai agar aapke bohut sari gmail account ho to aap iss account ko use nehi karte ussko delete kar sakte hai or bhi bohut karan se account delete karna pardta hain. Agar aap aapne gmail ke sari mail ek sath delete karna chahati ho to iss post ko dekhiye " Gmail Ke Sare Mail Ek Sath Delete Kaise Kare " Jobhi ho chaliye dekhte hai kaise gmail ya google account delete karte hai.
Apne Gmail Account Ko Hamesha Ke Liye Kaise Delete Kare ?
Google ke jiss account ko delete karna chahati ho uss account ko pehele Login kariye usske bad Settings option par click

Aabhi dekhiye ek page khule ga jidhar aapko bohut sari setting mile ga ussme se ekdom upar dekhiye ek option hai jiss ka naam hain " Accounts and Import" iss par click kare uske bad niche dekhi ek or option milega jiss ka naam " Other Google Account settings " iss par click kare.
Click karne ke bad dekhiye ek naya page khule ga udhar aapko bohut sari option milega but aap "Account preferences " option se "Delete your account or services" button par click kijiye.

Aabhi aap dekhiye ek page ayega jiss option ke naam hai "Delete your account or services " iss option se aap " Delete Google Account and data " option par click kare.

Aap jiss account karna chahati ho uss gmail account ke password dijiye uss bad account ko login kariye. Dosto account ko delete karne se pehele "Please read this carefully. It's not the usual yada yada" iss option ke sab kuch acchi se pad lijiye.
Aagar aap aapke account ke data ko recovery karna chahati ho to "download your data" button par click kijiye.



Iss option se ekdom niche dekhiye "All this content will be deleted" option par aapka jitna google product par account hai sabkuch delete hoga. Delete karne ke liye sab niche dono button ko selete karke Delete button par click kare.
Deleted ho jayega 

Share this

Related Posts

Previous
Next Post »

Thnx