Search

android phone mei 3d video kaise banaye

Android Phone Se 3D Animation Video Kaise Banaye Aapne Ne Whatsapp par Facebook bahut SeCartoon Ki Animation Video Dekhi Hogi ,Jis me Funny Si Aawaj me Kuch Hota hai , Aap bhi Sochte honge Ki ye Animation Kaise banti Hai ,YA Aap Khud Apni Animation Video Banana Chahte hai TO Aaj main apko bataunga kaise Aap Apne Liye bahut Hi badiya Cartoon Ki Video Bana Sakte Hai , Bas kuch Simple Se Steps karne hai .TO Chaliye Dekhiye Kaise Aap Ye Video Bana Sakte hai  .*.Sabse Se Pahle Apne Android Phone Me “Zoobe – cartoon voice” Install Kijiye*.Is App Ke Liye Aapka Internet Ki Speed Achi honi Chahiye .*.Ab App Ko Khole*.Upar Aapko Category di gai janha se aap apne hisab se cartoon  bana sakte hai .*.yanha par mane 1 number or 2 number nichan banaya hai .*.1 Number jo hai vo cartoon video free hai , lekin Jis Par Mukut Sa Nichan hai uske Liye Aapko Paise Dene Padege*.Aap Free Wali Par Click kare. Phir Aapko MIC ka option Dikhega Us par Click karke Aawaj Record kare Jo Aap Cartoon Se Bulwana Chahte Hai.*.Ab Number 3 Se Aap Jo Cartoon hai uska background badal kar koi Or Photo laga sakte hai*.Number 4 Se Aap Dubara Aawaj Recordkar Sakte hai.*.Number 5 Aawaj Ko Funny Banane ke Liye Picth ko High Karde*.Aur Ab Countinue Par Click kare.*.Ab Video Create Ho jayegi Ise Koi Naam De Aur Save Karde*.Ab Ye Aapke Mobile Me Download Ho Jayegi*.Ise Aap Apne Dosto Ke sath Share Bhi kar sakte hai .

Share this

Related Posts

Previous
Next Post »

Thnx