Search

pc ki screen record android se without root

Phone Screen Computer Se Record Kaise
Kare Bina Root Kiye Aajkal har Koi Apne Android ki Screen ko Record Karna Chahta hai Chahe vo kisi Game Ke Liye ya Kisi Aur Apps ke Liye ya kuch Sikhane ke Liye Tutorials banane ke Liye , Bahut sari Apps hai Jo phone Ko Root Karake Phone Ki screen ko record kara deti hai , Lekin Aaj Mani aapko Bataunga kaise Aap mobile Ko Bina Root Kiye Kaise uski Screen Computer laptop Me USB Se Ya Wireless bhi screen record kar sakte hai .Android Phone Ko Wireless Spy Webcam Ki Tarah kaise Istemall kare*.Sabse Pahle Aap Apne Computer me “www.wondershare.com/android-mirror” Se Mirrorgo Software Download Karnahai Aur Ise Install karna hai .*.Ab Apne Phone Ki Setting Me Jaye PhirAbout Phone Me sabse niche Buid Number Ka Option hai us par 7 baar Click karna hai Jis Se Aap ka Phone Deploper mode me Ho jayega*.Phir Setting me About phone Se Upar Option hoga Developer options Me jakar ise ON Karde Aur USB debugging Bhi ON karde*.Ab Apne Computer Me Mirrorgo Software Ko Shuru Kare*.Shuru karte Hi Kuch Demo aaynge Unke Skip kare phir Quality Ka option Aayega Vanha Aapko Kuch badalv nahi karna Sirf “Here we go” Par Click kare*.Ab USB Se Aapne phone Ko Computer se connect kare*.thodi der me aapka phone Ki Screen Is Software Me Dikhegi*.Ab Aapko Is Software Ke Right Side meoption Dikhai Denge Un Me Se Aap Screenshot Le Sakte Hai File bhej Saktehai ,Ya Screen Ko Record kar Sakte hai*.ye sab karne Se pahle Settingme jaye Record Quality Location Select kar De*.EseAap bahut Hi Aashani Se Apne Phone Ki Screen record kar Sakte hai .Agar Aap wifi Se Phone ko Connect karna Chahte hai To Apne Computer Ko Ek Hi Wifi Par Connect kare*.Ab Computer me Mirror software Open kare vanha Wifi Ka optionSelect kare*.Apne Phone me Google Play Store Se “Mobilego” Naam Ki App Install Kare*.Ab App Ko open kare Aapko upar Right Side me Scan ka Button Milega us Se ye QR Code Scan karte Hi Aapka PhoneKi Screen Computer me Dikhai Dene lagegiAgar jankari Achi lage Ti Share karna Na Bhule , kai par Dikkat Aa rahi Ho TO Comment karna na Bhule

Share this

Related Posts

Previous
Next Post »

Thnx