Search

Android Phone Se Video Par Apna Naam Kaise Likhe

Android Phone Se Video Par Apna Naam
Kaise LikheAaj Main ye Bataunga Kaise Aap Android phone Se Kisi bhi Video par kaise Apna naam likh Sakte hai , Agar Aapne koi video record ki ya , or chahte hai ho ki is par apna naam likhu jis se use koi apni video nahi kah sakta , ek tarh se vo aapki copyright video ban jayegi , sirf usi vieo par apna naam likhe jo aapne banayi ho , kisi dusre kivideo par apna naam likhna gar kanuni hai , to aap esa to bilkul na kare .chaliye dekhiye kaise Video par Naam likhe .*.Sabse Se Pahle Google Play Store Se “Androvid” Software hai Download aur Install kare .*.Ab Is Software ko open kare , Open karte hi Aapko Kuch Option Dikhai Denge1.NicheTextKe Option Par Click kare,Video Select Kare2.Video Select karkeTextKe option Par Click kare Ab Aapko Text Editing box Dikhai Dega*.Yanha par Aap Naam bhare*.Size kam ya jyada Kar Sakte*.Color Badal Sakte hai*.Text ki Setting Karke Apply Kare*.Aap Naam Ko Pakd kar Apne hisab Se Kanhi par bhi Set kar Sakte hai , Lekin Right Side Hi Naam Jyada Acha lagta hai .

Share this

Related Posts

Previous
Next Post »

Thnx