Search

NET BANKING SE ONLINE PAISE KAISE TRANSFER KARE SBI BANK MAI

Hallo Friends Aaj Mai apko batane ja raha ki kaise online paise transfer karte hai sbi
to sbi bank mai ya sbi ki kisi bhi sakha mai internet banking ke jariye or ye post mai un dosto ke liye likh raha hu jinko bank mai jaker lambhi line mai lagna padta hai or unka time bhi kharab hota or ek din mere friends ne mujhse pucha ki yaar aisa koi tarika hai jisko paise transfer karne hai to hum unke account mai online paise dal sakey to mai us din se lag gya ki kaise online paise transfer kare ek bank se dusre bank mai or mai aisa karne mai kamyab bhi raha or maine ye post likh dali un dosto ke liye jinko ek bank mai se paise nikalkar dusre bank mai dalne padte they to chaliye dosto jante hai ki kaise online paise transfer karte hai.
online paise transfer karne ke liye apke pass netbanking ki service honi chahiye agar nahi hai to ap isko bank mai jaker activate karwa le ye service bilkul free mai uplabhd hogi apko or mai ye bata du ki mai state bank of patiyala ke bank se paise transfer karuga sbi ke account mai online apko samjhane ke liye ( Note :- State Bank KI Sabhi Sakha Ka NetBanking Ka Same Patran hainet banking
[ Note : - Ye Post State bank ki Sakha ke user ke liye hai app ismai sbi ke sakha ke bank mai He balance transfer Kar sacte hai. jaise - SBI , SBP , jaise banko mai . Agar Aap pnb,corporation bank,uko bank , jaise outside bank mai is post ke jariye balancr transfer karna nahi sikh sacte hai . ye Post Only WhitIn SBP Account Of Other Bank Ke Liye Hai
Step1.
Sabse pahle app net banking ko open kijiye. Or Ab Hamey Sabse Pahle Intra-Bank Beneficiary
Ko Add Karna Hoga

netbanking ke home page par apko payment transfer ka option milega Phir WithIn SBP Ke Ander usko click kijiye phir apko account of other par click kijiye
Payment/Traansfer >> Other Account
Step 3.
or Ab apko Apna Profile Password ko enter karna hai or usko submit karna hai
Step 4.
No1 Name - mai apko wo name dalna hai jiske account mai apko paise transfer karne hai
No.2 Account Number ismai apko us bande ka account number dalna hai jiske account mai paise transfer karne hai
No3 Conform Account Number ismai wohi account number dale jo apne No.2 mai dala hai
No.4 Transfer Limit ( INR ) ab apko ek limit set karni hai ap us bande ko kitne paise transfer karna chahte ho or us se uper nahi karna chahte jaise for example maine ismai 100000 ek lakh ki limit dali hai to mai usko 25000 se uper ki rakam nahi send kar sacta to apko samaj aa gya hoga
or Ab isko submit kar dijiye
Ab apko Do 2 Option milege or usmai apse pucha jaiga ki no1 mai kya app is Beneficiary
Ko Bank ke Jariye Approve Karna Hai
Or NO,2 Mai apse Pucha Jaiga Ki App Is
Beneficiary Ko Mobile Ke Sms OTP ke Jariye Approve Karna Chahte Hai to Wahan Par Click Kare
Mari mane to ap isko mobile ke jariye verify karwaye apko no.2 ka option ko choose karna hai
Or Ab Apke Phone Par Ek Sbi ke Or se Apke mobile phone par One Time Password Ayega apko wo password dalna hai or submit kar dena hai .
Ab apke samne ek page open hoga jismai likha hoga is account ko 4 day ke process ke Baad isko apke account mai Add kiya jaiga or usko submit karte hua Apko ab Approve Par click karna hai


Ab Mera account mai Intra-Bank Beneficiary
add ho gaya hai Or wo ab bank account se fully approve ho gaya hai. To Ab mai apko batau ga ki kaise netbanking ke jariye dusre bank mai payment online transfer kare
Net Banking Se Kaise Kare Online Pay Apne Friends Ke Account Mai
Ab hame phir se strating mai jana hoga
sabse pahle apni account ki net banking ko open kijiye
payment transfer Ko open kijiye wahan par apko other account ka option milega phir usko bhi click kijiye
Payment transfer >> Other account
Step 7.
Ab app wo sari jankari ek baar check kar le jiske account mai app balance transfer kar rahe hai
Ab App Isko Confirm Kar de
Step 8.
Ab apki payment successful Done Ho Gayi Hai Agar App Chahe To Uska Print Out Nikal Sacte Hai Print out par click karke
[ Note : - Ye Post State bank ki Sakha ke user ke liye hai app ismai sbi ke sakha ke bank mai He balance transfer Kar sacte hai. jaise - SBI , SBP , jaise banko mai . Agar Aap
pnb,corporation bank,uko bank , jaise outside bank mai is post ke jariye balancr transfer karna nahi sikh sacte hai . ye Post Only WhitIn SBI Other Bank Ke Liye Hai
Dosto Ye post bahut he Careful Traike Se Banai Gai Hai Agar Apko Is Post Se Related kuch bhi Ask hai App aap mujhse Puch sacte hai mujay apki help karne mai khusi hogi
Oxigen App Download Karo Or Rs.50 Ka Recharge Free Karo Download karne ke liye Is Link Par Click Kare Click Here
Meri Sabhi Posto Ko Dekhne Ke Liye Yahan par Click kare Read May All Post
Taged Line
Online Account Bank Mai Kaise Apply Kare, Sbp login,sbi login, sbp ki jankari, sbi ki jankari, Net Banking ki Jankari, it is safe to Give out Bank Account Number,How To open sbp net banking , net banking kya hai , money transfer kaise karte hai, bank ki jankari, how to transfer online money within sbp , how to create net banking account within sbp bank, account ka balance transfer karne ki jankari , hindi mai netbanking , bank ki jankari hindi mai net banking ki gyanmehack.blogspot.in , sbp ki net banking mai kaise login , retail online sbp login , onlinesbp.com , personal banking login sbp, sbp login saral. SonuRajput.
Hallo Freinds Mera Name Sonu Rajput Hai Or Mai Is Blog Ke Jariye Apko mai Internet technology or festival se related har visye ke bare mai jankari pardan karta hu wo bhi hindi me apko mere blog par har ek din koi ek nai post dekhne ko milti rahegi Thanks.
NET BANKING SE ONLINE PAISE KAISE TRANSFER KARE SBI BANK MAI
► Bank Account Number
► Money Transfer
► Check Account
► SBI Online
► Online Account
► Mobile Banking App
Apna Saving Account ko select Kijiye 1
ab app us Beneficiary party ka Account select kijiye jisay apko payment Karni hai 2
Pay Now Par Click Kijiye 3
Isko Submit kar dijiye
Payment transfer >> Other account

Share this

Related Posts

Previous
Next Post »

Thnx