Search

Freecharge kya hai, online mobile recharge kaise kare,freecharge

Dosto Ye Post Unlogo Ke Liye Kafi Acchi Rahegi jinko online mobile DTH ya electricity ki online payment mai problem
aati Hai WO Recharge Nahi Karpata or Dusre WO log hai jinke pass Time nahi hota or WO apne bill ya dth etc ka bill miss kar dete hai but unko ye nahi pata Hota hai ki inki online payment bhi ki ja sacti hai Bina Kahi jaye WO bhi apne mobile ya laptop ke jariye.
To Mai Aaj Apko batau gi ki kis parkar Hum Online free charge ki Application ya Website Se recharge kare Sacte his
To Sabse Pahle Mai Apko Bata Du ki FREECHARGE App kya Hai
Freecharge Ek Aise Application hai Jo Online payment karwati jaise ki Mobile Recharge, DTH Recharge, Electricity recharge Jaise or bhi payment Options hai ismai
Or Ye Application Sabse saral Easy Hai is application ko ko har koi asani se use kar sacta
To Chaliye Jante hai freecharge se Kaise karte hai Recharge
To sabse Pahle Ye Applications Apko Google Play Stor Se Download karni hai
Download karne ke baad
Freecharge App Par Registration Kaise Kare
Apko Isko open karna hai or Apko New registration par click karna hai usmai apko apna name or Apka Mobile Number Dalna Hai or email
id dalni hai or Apko Apna ek Password banana

Jaise he Aap Continue par click karege to apka registration ho Jaye Ga Ab Apko Freecharge ki home page par aa jao ge ab Apko WO Category ko select karna hai jiski payment ham ko karni Jaise Ki Humko DTH ki payment karni haihai
To Sabse Pahle DTH ke Sanchalak ko select kro jaise ki mujay Dishtv ki payment karni hai to mai dishtv ko select karu ga
Ab Apke Samne Dishtv Ka Amount dalna hai or Apko Apna dishtv ka vc number dalna Hai

Ab Aap isko done kar dijiye. Ab apko agle page par payment ke options mileage jissay apko Apni Payment karni hai ager Apke pass net banking hai to net banking ko select kijiye ager apke pas net banking bhi nhi hai to aap debit card bhi use kar sacte hai for example mai debit card use kar raha hu to apko Apne debit card ka 16 digit number dalna hai apko or 3digit ccv number dalna hai Jo ki apke card ke pichay hota hai Agar Apke Card par Ccv Number Nahi Hai to App ko 123 ccv number mai dal sacte ho or phir apko Apni card ki Expair date dalni hai Jo ki Apke Card par likhi hoti hai ager apke card ki expair date 2015 se kam hai to Ap usko 2015 ko select kar lijiye
Ager apke pas koi promo code hai to App usko bhi Apply kar Sacte ho Filhal Maine to Get10 ka promo code apply kiya hua hai Jo ki 20 unique recharge par Apply ho Sacta hai Agar Aap new User hai To Aap mera PromoCode Apply kijiye or apko 50 rupay ke recharge par 50 rupay ka cashback mil jaye ga ye life Time promo code free30

Ab Aap isko Process par Click kar dijiye Ab Ap apne mobile ke bebit card ki payment home page par aaoge ab apke mobile par Otp ka SMS bank ki taraf se Apke mobile par ayega or ab freecharge ki app apse ye puchay GI ki Otp ko darict approve kiya jaye ya Nahi to Apko Approve par click karna hai

Jaise he Aap Approve par click karoge to ye Apke phone par Jo password ayega usko Automatic didact kar lega Or Apke Account se balance kat jaye ga Or Apka Recharge Successful ho Jaye ga
Ab Apka Recharge Successful ho Chuka hai Or Jo Maine Promo Code Apply kiya Tha Uska Bhi Mujay Balance mil gaya hai Ap us promo balance ko mobile recharge ke liye bhi use kar sacte ho

Dosto Kaise Lagi meri Ye Post Apko Dosto Agar apko is post ya aneye post se related kuch puchna chahte hai to app mujay comment box mai puch sacte ho mujay apki help karne mai kushi hogi thank you Read my post

Share this

Related Posts

Previous
Next Post »

Thnx