Search

Domain Ko Blogger Mai Kaise use kare

blog ke bare mai to hum sab jante hai kyuki ye ek free service hai jo ki google dawara
banai gai hai or maine apko meri pichli post mai bataya bhi tha blog ke bare mai blog par hamara blog kuch is parkar se hota hai blog.blogspot.com agar hum ispai koi website ragister kare to ye www.blog.com ban jaye ga. to Aaj mai apko batane wala hu ki kis parkar hum apne blog ke ander website ko add kar sacte hai wo bhi free mai , kyuki blogger ek blog hi nahi balki ek free hosting service bhihai jo humko 15gb ka space or 15gb transfer ki bhi service deta hai jo ki ek new blogger ke liye kaafi accha bhi hai . sabse pahle mai apko ye bata du agar apke pass website nahi hai to app apni websiteabhi ragister karwa le ragister karwane ke liye app bigrock, godaddy jaise registrar se sampark kare. or doamin name registar karne ke baad humko website ki hosting bhi chahiye hoti hai or webhosting humko karib 5000 se 6000 rupay takpad sacte hai . to aise mai apke pas paise na ho to app kya karoge. To isliye mai apko batane wala hu ki kaise hum khud ki website ki free mai google se hosting le sacte hai blogger ki service se . to chaliye dosto ab mai apko is post ke title par leke Aata hu.
Step.1Sabse pahle Aap blogger ke dashbord par jaiyephir aap uski setting mai jaiye or apka sabse pahle Basic ka option khulega or usmai apko blog addresspar jana hai or apko+Setup a 3rd Party URL for your blogpar click karna haiTo pko Apna Website Ka Url dalna hai or usko submit karna haiDashbord>>Setting>>Basic>>Blog Address


Step.2Or Ab apke Samne kuch Code key Ayegi


ab Apko Apni Website Mai Login Hona Hai Or meri website Bigrock Par Registered hai agar app kisi or platform par registered hai to same yahi option apko milenge or aisa he apko karna hai . to sabse pahle apni website par login hota huAb apko apne account par click karna haiOr ab domain ko select kijiyeor ab apko sabse niche Manage DNS ko open karna
Or apke samne ek PopUp Window khulegiOr Ab apko Usmai Add Record par click karna hai

Or ab apko add record ko open karna haior usmai ab Destination IVP4 ke BoxMai Hamko ye code dalna hai 216.239.32.21 or usko submit kar dijiyeor apko aise 4 record dalne hai jinke code niche apko diye gaye hai216.239.32.21216.239.34.21216.239.36.21216.239.38.21or apko aise 4 baar karna hai or baribari ye code number apko add record mai dalne haiOr ab apkoCNAMEko open karna hao
or Ab apko Add a Cname Record parClick karna haiOr Ab Apko Wo numbers code dalnehai jo apke blog mai  add athird party Doamin nameke setting ke website ke niche show ho rahe haiAb apke www ke samne wala number hai wo apko kuch aise dalnahai
or isko Add record kar dijiyeor phir se ek baarAdd A CNAME Recordpar click kijiyeor aise he apko www ke niche wala number ke samne wale number ko bhi aise he select karna hai
ab apko wapsi blogger ke ander aa kar Usko save kar agar save nahi ho raha hai to app isko 30 mint baadsave kijiye or phir bhi na ho to app isko 2 se 3 ghante baad save kijiye or ye save hojaye gaagar nahi hota hai save to apne kahi na kahin kuch galat type kiya hai or ap isko dobara check kar lijiye

or ab apki website blogger ki hostingmai submit ho gayi haiAgar apko is post se related kuch puchna hai to aap mujhay comment ke jariye puch sacte haiMeri Sabhi Post Padhne Ke Liye Yahan Par Click

Share this

Related Posts

Previous
Next Post »

Thnx