Search

aise Kare Add New Post Ko Google Search

aise Kare Add New Post Ko Google Search
MeHello Bloggers, Hum sab accha blog to banate hai or ham post likhar wo post publish bhi karate hai lekin hamare post jaldise google search engine me nahi aati hai or search  engine post ko jaldi se index nahi karta hai. Hamari post google search engine me aane me 1 – 2 din lag jate hai. Fir ham pareshan ho jate hai sochate hai hamari post kyu nahi aati hai search engine me. Kaise Kare Add New Post Ko Google Search Me.
Kaise Kare Add New Post Ko Google SearchAaj me aapko batane wala hu ki hamare blog ki post ko google serarch engine me sirf 1 minute me index kaise kare. Eske liye me aaapko kuch aasan tarike batata hu.Kaise Kare Add New Post Ko Google SearchFatch as google ek tool hai. Blogger or webmaster ke liye hai . jisase ham hamari post koindex kar sakate hai. Blogger dekh sakate hai ki jab google hamare post ko crawl karega tab hamare post google search engine me kaise dikhae deti hai. Fatch as google ka use post lo jaldise index karane ke liye kiya jata hai. Chalo meaapko batata hu ki post ko index kaise kare. Me aapko kuch tips batane wala hu ye tips aap followkarake aapani post google search engine me 1 min me index kar skate hai wo bhut aasani se
og post ko 1 minute me Google me kaiseindex kare*.Sabase pehale google webmaster par sign In Kare.*.Aapni website ko google webmaster add kara le. Website add karene ke bad verify kar le.*.Hamare blog ko select kare jisaki post hame sunmit karani hai.*.Ab site Dashboard me crawl par click kareke usko expand kare or usmese hame Fatch As Google option choose karake usape click karana ha.*.Ab hamare samane ek page open hoga jisape hame fetch as goggle. Ab hame ek text box dekhae dega jisame starting me hamare Domain nam ke sath shuru ho raha hai.*.Ab hame us text box me hame jo blog post ki URL  ko submit karana hai jise hame google search engine me index karana hai. Ab hame Blog post ki URL Se hamre domain ka nam nikaldena hai kyoki wo strating me diya hai hame bas post ka hi nam rakhana hai.*.Ab hame side me ek dropdown menu dikhe dega usme se hame koi ek option choose karake uspe click karana hi jaise ki Deskstop, Mobile Smartphone Etc.*.Ab Fetch Button par click kare.*.Uske bad Popup window open hogi jisame do option hoge usme se hame Crawl Only this URL select karake Go Button par click karna hai.*.Ab aapki blog post ki URL Google index submit hogaya hai. Kuch hi time me aapko aapki blog post ki URL google search engine me dikahe degi.Apko ye article kaisa laga niche comment me jarur likhiye.Ye kuch important aticles jarur padhiye.

Share this

Related Posts

Previous
Next Post »

Thnx