Search

How to Control Smartphone With Face | Face se Android Smartphone Kaise Control Karte Hai

How to Control Smartphone With Face | Face se Android Smartphone Kaise Control Karte Hai


How to Control Android Mobile With Face in Hindi

Eva Facial Mouse app jise Vodafone ne develope kiya hai. Is app se android mobile ko face se control kar sakte hai.

Smartphone Ko
 face se control karne ke liye kya requirements hai:

  • Eva Facial Mouse App
  • Front camera Smartphone
Ye app sirf front camera wale android mobile me support karta hai. Jis android phone me front camera nahi hai uske mobile ko face se control nahi kar sakte hai.

Face se android mobile control karne ka method jane.

Kaise face se android mobile control karte hai.

  • Eva facial mouse App android smartphone me download kare. Download
  • Mobile ke Settings >> Accessibility me jaye.

  • Phir Eva Facial Mouse ko enable kare.
  • App ko open kare.
  • Phir face detect karke Next me jaye.
  • Face detect hone ke baad android mobile ko head se control kar sakte hai.
Friends, yadi apne face detect kar liya hai to android mobile ko face se control kar sakte hai. Aap apne head ko jidhar move karenge mobile screen par show ho raha pointer bhi udhar move karega.

Share this

Related Posts

Previous
Next Post »

Thnx