Search

How To Add Label and Categories blogger

Categories Kaise Banate Hai Blogger.com Me.

  • Sabse pahle Blogger.com open kare.
  • Phir jab new article likhte hai ya old post ko edit karenge to right side me Label ka option rahta hai.
  • Label ke option par click karna hai
  • Ab jis name se category banana hai type karde.
  • Name likhne ke baad Done par click karna hai.
  • Blogger me apka category ban chuka hai aur post me bhi add ho gaya.
Ab Layout me categories add kaise kiya jata hai iske bare me jane.


Label ko Layout me kaise add karte hai.

  • Blogger.com me jana hai.
  • Phir Layout option par click karna hoga.
  • Ab jis jagah Label show karna hai waha ke Add a Gadget option par click karde.
  • Labels ke option par click kare.
  • Iske baad Label ka title set karna hai.
  • Phir Show, Sorting and Display option ko apne hisab se set karde.
  • Tab Save option par karna hai.
  • Layout  me label add ho gaya aap check kar sakte hai.

Share this

Related Posts

Previous
Next Post »

Thnx