Search

BEST PHOTOSHOP 2018 APP

Photo capture karne ke liye Android Me Sabse Best Camera App 2018 kon sa hai. Smartphone kharidne ke time hum bahut kuch dhyan me rakhte hai. Usme se ek uska camera bhi hai. Android mobile me camera bahut important hota hai. Yadi apke phone ka camera acha hai to kahi bhi kuch capture kar sakte hai. Kisi ka bhi pic snap kar sakte hai.


 sabke liye android me best camera app ki jarurat hai. Kyunki default camera app se jayda clear photo nahi capture hota hai. SONY, Samsung, HTC, Xiaomi phones ke camera best hote hai lekin baki phones jaise micromax, panasonic, Lava phones me application install karna jaruri hota hai. Application install karne ke baad pioctures ki quality achi ho jayegi.



Android Me Sabse Best Camera App 2018 Ki Jankari HindiMe

1. Beauty Plus Me

Best camera app 2018 me first rank par Beauty Plus Me hai. Mai guarantee se kahta hun is app se acha aur koi nahi hai. Beautiful and natural loooking ke liye Beauty Plus Me use kare. Ye professional photo editing app hai Download and use karna bahut easy hai. Iska version bahut kam size me hai, jise app jaldi download hota hai.
DOWNLOAD

2.

2. Camera 360 Ultimate

Camera 360 Ultimate sabse popular free selfie camera & photo editor hai. Isme pro editing tools and funny stickers & motion stickers, art filters, poster templates and video effects hai.
Isme bahut se filters, free cloud album, sharing features, professional editing tools bhi hai. Isko use karna bahut simple and easy hai. Playstore par free me is application ko download kar sakte hai. camera 360 Ultimate ko PinGuo Inc ne develope kiya hai.

Cymera

Cymera bhi ek popular aur acha android camera app hai. Isme bahut se editing features bhi hai. Ye natural looking glow, fliters ke liye best hai.
Isme camera lenese, silent mode, No crop Instafit nature, fast editing tools hai. Smart gallery and quick sharing option bhi hai. Picture lene ke baad Kakao Story, Facebook, Instagram, Tumblr, Twitter jaise social media par share kar sakte hai. google play store par android user free me download kar sakte hai. Cymera ko  SK Communications ne develope kiya hai.

4. Google Camera

Google Camera ko khud Google ne develope kiya hai. android users ke liye ye play store par free me milta hai. Nexus Devices me pre installed rahta hai. Iska interface bahut simple hai lekin isme ache features hai.

VSCO Cam

VSCO cam Sabse Best Camera App hai. VSCO ne ise develope kiya aur Google play store par android user ke liye free me available hai. VSCO se image capture and edit dono kar sakte hai. Isme advance camera controls hai jo pictures ki quality ko bahut acha banata hai. Picture me effect, filters etc add kar sakte hai.



Share this

Related Posts

Previous
Next Post »

Thnx